Video Downloading Website Kaise Banaye 2019 Script

Hello Dosto Aaj Main Apko Bataunga video downloading website kaise banaye video script free me download. Abhi tak hum apko music mp3 website ke baare me batate the. But aaj main apko videos download website or video script ke baare me batata hun. How to make video downloading website free with video php script.
Video Downloading Website Kaise Banaye

Video Downloading Website Kaise Banaye Video Script download

Dosto pichhli post me maine apko skiytech music website banane ka tarika bataya tha. Jisko hamare kafi user ne usko use kiya or apna website banaya. Aaj unme se kafi log usi website se bahut achhe paise kama rahe hain.
Aaj apke liye fir se me main ek script laker aaya hun. Aap ye video wala website banaker bhi apni website se paise kama sakte ho.
To chaliye suru karte hai ki video downloading website kaise banaye.
Sabse pahele aap ye video script download karen download link diya hai isko click karke.
Click Here To Download Video Script
Script Download karne ke baad ab apko apne cpanel hosting me login karna hai. To cpanel me login karne ke baad file manager par click karen. File manager me apko Public_html folder open karke ye video script upload karen.
Zip file ko select karke usko public_html folder me “Extract” karen.

Ab aap apni website ko refresh karke dakh sakte hain apki website ready ho gayi hogi. But abhi apki sites me video show nahi ho rahi hongi.
Usko liye apko ek YouTube API Key Banana hoga. YouTube API Key kaise banate hai wo aap is video me dakh sakte ho.

Skyitech Script Kaise Install karen Download Skytech script

Api Key banane ke baad apko jana hai cpanel ke file manager > Public_html > Includes folder Func.php file ko edit karna hai.
1st: Public_html folder open kare. 2nd includes folder ko open karen. 3rd func.php file ko select kare. 4th func.php file ko edit karen us file me apko youtube api key paste karna hai.

Ye Webiste Banane ka full Video Yahan click karke dakhen


Yahan 1st apna banaya hua api key yahan paste karen. 2nd Api Key paste karne ke baad file ko save changes par click karke save karen. Ab apki site ready hai video bhi apki site me aa gayi hongi.

Ab aap apni website ko share kar sakte ho or is website par ads lagaker paise bhi kama sakte ho. To dosto ye hai aaj ka hamara tutorial.

Agar apko isme koi problem hua ho to mujhe comment karke zaroor batayen. Aap mujhe Facebook par bhi contact kar sakte ho.
Our Previous tutorials.

Hosting Bussiness se paise kaise kamaye

Fl Studio Refx Nexus Vst Plugin Free download Full Version

One Response

Leave a Reply

%d bloggers like this: