basic php script download for upload song make music website

How to Install php script basic php script download for php website making. Aaj main apke liye ek php ki basic script laker aaya hun. Jisko aap apna khud ka server buy karke apni ek php website bana sakte hai.
Agar main is post me kuchh nahi bata pata hun to aap uske liye mujhe comment kar sakte hai. Mai is post me apko sirf ye bataunga ki script ko download karne ke baad kaise upload karoge. Or upload karne ke baad kaise install karoge.
basic php script download

basic php script download for upload song make music website

Sabse pahele aap ye script download kar lijiye. Abhi is post me main apko basic php script download link or basic php script ke baare me bata raha hu. Next me apko advance script bhi milega.


Download karne ke baad apko ek zip file me ye php script mil jayegi. Abhi apne php script download kar liya hoga.
PHP Website banane ke liye apko ek domain name or ek hosting cpanel chahiye. Tabhi aap Php website create kar sakte ho. Doamin aap godaddy se buy kar sakte hai. Or hosting aap Saste price par Getindiahost.com Buy kar sakte ho.

How to upload php script in hosting cpanel

Sabse pahele apne cpanel me login kare. Login karne ke baad Apka cpanel open hoga Cpanel me apko ek option show hoga “File Manager” Us par click kare. Ek new window me file manager open ho jayega.
File manager ke under Apko ek folder show hoga “Public_html” us par click kare. Ab jo apne php script ki jo zip file download kiya hai usko yahan par upload karna hai. Uper menubar me “Upload” ke button par click karke Script ko upload kare.
Script 100% upload hone ke baad apne “public_html” folder me aaye. Or jo script apne upload kiya hai zip file Us par Right click kare. Ek option show hoga “Extract” us par click kare.
Apki script me jitni bhi files hogni wo sabhi public_html folder me aa jayengi.

How to install php script php script ko kaise install kare

Sabse pahele aap apne hosting cpanel me ek database bana lein. Databse kaise banate hai ye post me dakhen.
Script ko Extract karne ke baad apne browser ke address baar me type kare. Apni siteka name/install.php jaise apni site ka name mysite.com to apko type karna mysite.com/intall.php or Enter kare.
Tab apke saamne is type ka page open hoga. Ab apko iske step follow karne hai.
basic php script download

Follow this step for install php script.

1:) Database user name apne databse ka user name dalna hai. 2:) Apne database ka password Type kare. 3:) Data base ka name Type kare. 4:) Same isi type se apni site url dalen. 5:) Apni site name type kar digiye.

6:) Install Now par click karne se pahele 7 or 8 step dakh lein. Tab install now par click kare. 7:) Apki php website ka jo admin panel hoga uska user name “admin” or password: 12345 hoga.

8:) Apni site ke admin panel me login karke “Setting” button par click kare Apne user name or password change kar digiye. Taki apki me koi bhi login karke data delete kar sakta hai.

Apki php website ka admin panel url hoga example: myhindipoint.com/myadmin.

Or abhi tak apne hosting buy nahi kiya hai to aap is website www.getindiahost.com se saste price me or fast speed hosting buy kar sakte hai. kyonki me khud isko use karta hu.

Agar abhi bhi apko koi problem hai to aap mujhe comment box me comment kar sakte hai. Apko uska reply zaroor milega. Join my facebook page like and share.

28 Comments

  1. narendar Reply
  2. kishan Reply
  3. djak Reply
      • djak Reply
  4. manish Reply
  5. Akash Reply
  6. Nirmalya Reply
  7. DjKrishna n.p Reply
  8. Guri Reply

Leave a Reply

%d bloggers like this: