skyitech sql file download how to import database of skytech script by sql

How to import database of skytech script by sql skyitech sql file download for free. Aaj me ape liye skyitech script ka sql file laker aaya hun. Jisme apko apni skyitech website ka admin panel ka username, password milta hai. But usse pahele apko is post ko puri tarha se padhna hoga. Kyonki sql ka username or password bhi isi post me diya hai.
skyitech sql file download

skyitech sql file download how to import database of skytech script

Mujhe kafi logo ne iske baare me comments kiye hai. Ki skyitech script ka username or passwrod kya hai. Usko kaise open karte hai.
users skyitech script ko jaise taise to install kar lete hai. But uske baad unko ek problem aati hai admin panel ko open karne ke liye username password kya type kare.
Iske baare me main apko details se bataunga ki skyitech script ko install karne ke baad uska sql database bhi install karna padtha hai. Wo kaise karenge mere niche diye step follow kare.

skyitech sql file download link here.

Sabse pahele aap ye niche diye gaye sql file ko download kigiye.

Mirror Link Google Drive Here.

How to install database of skyitech website.

Ab aapne jo skyitech website banaya hai uske database ko install karna hai. Tabhi aap uske admin panel me login kar sakte ho.
Database me sql ko import karne ke liye apko apne cpanel (control panel) me login karna hoga. Login karne ke baad apko Database section me “php myadmin” par click karna hoga jaisa ki is image me diya hai.

Ek new tab open hoga jisme apke database ka control hota hai. Wahna apko apne sql file ko apne banaye hue database me import karna hota hai. Kaise import karenge uske liye niche images or step follow kare.

Step 1:– Apne jo bhi databse skyitech script me use kiya hai wo yahan par show hoga. Aap us database par click karein.

Step-2: Tab apko uper header me “Import” Option par click karna hai.
Step 3: Ab apne jo sql file download kiya hai usko yahan se “Choose File” karke usko yahan laker aana hai.
Step-4 Niche “Go” Button par click kare kuchh hi seconds me apka database install ho jayega.

Ab apka database install ho gaya hai Ab aap apne skyitech website ke admin panel me login kar sakte hai. But login karne ke liye abhi bhi apko iska username or password nahi mila hai.

Skyitech website ke admin panel ka username or password.

Agar apne hamare is post me diye gaya sql file ko install kiya hai. To apko apne admin panel me login karne ke liye username password ye use karne honge.

Username: admin or password: 12345

Login karne ke baad aap apna username password change kar ligiyega.

I hope apko ye post me batya samaz me aaya hoga. Agar abhi bhi kuchh apke samaz nahi aaya to aap mujhe niche diye comment box me likhar bata sakte hai. Ya hamare facebook page ko join karke facebook par bhi contatct kar sakte hai.

Agar apko ye post achhi lagi to plz hamara facebook page zaroo like kare. Or bhi achhi post laker aaunga apke liye.

37 Comments

  1. sraj Reply
  2. Amit Kumar Ram Reply
  3. hriday Reply
      • hriday Reply
  4. Ajay Reply
  5. Aman Reply
  6. abhishek muldhani Reply
  7. V K Reddy Reply
  8. RAFIK PATEL Reply
  9. Ashok Reply
  10. SANJIV Reply
  11. sanjiv Reply
  12. cggana Reply
  13. Sagar Yadav Reply
  14. badshah Reply

Leave a Reply

%d bloggers like this: