Up Pension Form Kaise Print Kare Pension Status

Hello Guys agar aap sspy up pension form ka print ya status check karna chahte hai, To aaj is post me main apko bataunga ki kaise aap pension form ka final print nikal sakte hain.

Sspy up pension form kaise print kare pension status kaise check karen. How to print pension final form. Dosto kafi dino se sspy yani pension website se pension ka final print nahi nakal raha hai. Jisko print me karne me error aa jata hai.

Up Pension Form Kaise Print Kare

To aaj main apko bataunga ki aap bina otp ke pension form status kaise check kar sakte hain. To aap ye post ko achhe se samzhe or follow kare, Apka print 100% niklega bina kisi otp ke.

Driving license kaise banaye online

Bina Otp Up Pension Form Kaise Print Kare Pension Status check karen.

Dosto maine is post me apko Hendicap Pension, Widow Pension, Old Age Pension ke print karne wale link diye hain. Jisse click karke aap apna pension registration number dalker form print kar sakte hai.

Sabse pahele aap is page ko CTRL+D Karke bookmark me add kar le. Isse apko baar baar apko link khojne ke zaroorat nahi padegi.

Sspy Pension Final Print Kaise Nikalen.

Sabse pahele aap ye table dakhnen yahan maine apko pension ke link diye hain. Apko Jo pension print karna he us link ko click karna hai.

HENDICAP PENSION CLICK HERE
OLD AGE PENSION CLICK HERE
WIDOW PENSION CLICK HERE
Is Page Ko CTRL+D Press karke bookmark me save kar len.

बिना OTP पेंशन फॉर्म का प्रिंट कैसे निकालें या पेंशन स्टेटस चेक करें

इस पेज CTRL+D दबाकर अपने ब्राउज़र के बुकमार्क में सेव करलें, इससे आपको बार बार साईट खोजना नहीं पड़ेगा | ये आपके लिए काफी हेल्पफुल रहेगी | क्योंकि आप इससे बिना OTP पेंशन फॉर्म का प्रिंट और पेंशन का स्टेटस चेक कर सकते हैं |
उदाहरण के लिए आप नीचे दिए स्क्रीनशॉट को ध्यान से देखे आपको सिर्फ रजिस्ट्रेशन नंबर की जगह अपना पेंशन नंबर डालकर इंटर करना हैं, बाकि कुछ एडिट नहीं करना हैं|

Link Open karne ke baad apko browser me is tarah se interface show hoga.

Ab apko ye step follow karna hai.
1st: Browser ke address bar me apko 2 jagah pe apka apna jo pension registration number he usko iski jagah pe paste kar dena.
2nd: Address bar me jo last me registraion number he uski jagah pe bhi wahi apna reg. No. Paste Kar Dena he. Uske baad Apko Enter Press Karna.
3rd: Ab apke browser me apka form ka status show ho jayega. Ab aap isko asani se print kar sakte hai.

Do Dosto agar abhi apka form print nahi hua to aap mujhe comment box me comment kar sakte hai. Agar apko mera ye post achha laga to plz dosto ke sath bhi share kare, or Comment karke zaroor batayen.

Leave a Reply

%d bloggers like this: