How to make wapkiz website wapkiz website kaise banate hai wapkiz all codes

Wapkiz Website Kaise banate hai wapkiz all codes download how to make wapkiz website with codes. Wapkiz codes pack all in one download link description below.
Hello friends Apne pahele wapact website banaya hoga. But abhi wo server work nahi karta. Isliye main apke liye uske jaisa same server par website banane ke liye apko uske codes upload karke de raha hun.wapkiz website kaise

How to make wapkiz website Wapkiz Website Kaise banaye hai wapkiz all codes.

Apne dakha hoga wapact server start se problem karta tha. But ab uska new server aaya hai jiska name hai Wapkiz.com Same to same wapact ke jaisa hai. Or site ki coding bhi aise hi hogi. Jiske code main apko is post me de raha hun. Bus uske baare me mai apko kuchh codes ke baare me jaankari dena chahta hun.
Aap ek baar is post ke acche se padhe or samzhe. Agar aap meri ye jaankari ko samaz gaye to 100% Aap Only 10 Minute me apni khud ki website create kar sakte ho.

Ye Wapkiz Code File kaise Download Hoga.

Sabse pahele niche diye download button par click kare. Fir apko new tab me ek is type ka page show hoga.

Jisme kuchh 5sec ka timer show hoga. Uske baad apko “Skip ad” par click karna hai apki file download ho jayegi.

Agar aapne wapka ya wapact server par pahele kabhi website banaya hoga. To aap easily wapkiz ki website bhi bana sakte ho. Agar apne pahele kabhi nahi banaya to main iska ek video banaker aapko dunga jisse aap apni bhi website bana sakte ho or apne song bhi upload kar sakte ho.
Php website banane ke liye php databse kaise banate hai.

To aaj jo hamara topic hai wo hai wapkiz website kaise bannaye How to make wapkiz website with codes.
Notes:– Mai apko is post me wapkiz website bannae ke all codes pack dunga. Jo ki wo pack zip file me hoga or uske under apko wapkiz ke codes notepad files me mil jayenge. Sabhi codes ki file usme alag hogi jaise wapkiz header code, wapkiz latest update code, wapkiz paging code etc.
PHP Website banane ke liye php script download kare.
Bus apko wo code copy karke apni website me paste karne hai. Code ko paste karne ke baad usme kuchh rename kar le apni site se related.
Main Point:- Sabse pahle aap wapkiz me apna account banaker apni ek site create kar ligiye. Tab apko iski process start karna hai.

Ye process ko zaroor kare wapkiz website banane ke liye

1st. Apko sabse pahele humne jo file me css code diya hai uske apne css me add kar lena hai. Fir apko aage ke code copy karke paste karne hai.
2nd. Jaise apko header code add karna hai to apko apni site ke header se all codes ko delete karna hai. Tab hamare header code ko copy karke paste karke save kare dein. Aise hi apko sabhi codes copy karke apni site me paste karne hai. Bus apki website banker ready ho jayegi.
Wapka website kaise banate all wapka code.
Process complete hone ke baad apki website ka look or design kuchh is type ka hoga.
wapkiz website kaise
waise main apko iska ek video banaker dunga. Agar apko koi problem hoti hai to aap mujhe comments kar sakte hai.

59 Comments

  1. Suresh Kumar Reply
  2. bhagirath saini Reply
  3. Bhagirath saini Reply
  4. Bhagirath saini Reply
  5. Subol Reply
  6. bhagirath saini Reply
  7. dj arup Reply
  8. manish Reply
  9. Dj arup Reply
  10. rajib Reply
  11. vikram Reply
  12. kishan anand Reply
  13. Geyasudin Ansari Reply
  14. Bhagirath saini Reply
  15. Bhagirath Saini Reply
  16. Samiul Azim Reply
      • Vashi kr. Reply
  17. Vashi kr. Reply
  18. video kab milega Reply
  19. Dj pradeep studio Reply
  20. Prem dj Reply
  21. vashisth kumar Reply
  22. vashisth kumar Reply
  23. vashisth kumar Reply
  24. vashisth kumar Reply
  25. vashisth kumar Reply
  26. Vashisth Kumar Reply
  27. vashisth Reply
  28. Praveen Kushwaha Reply
  29. pardeep Reply
  30. punit sharma Reply

Leave a Reply

%d bloggers like this: