Online logo maker tool free download website ke liye 3d logo kaise banaye new look me. How to make online 3d text logo. Wapact server par free website kaise banaye.
Hello friends how are aaj main kafi dino baad site par post kar raha hun. Kuchh problems ke karan hum site par kuchh bhi post nahi kar paye or comments ke reply bhi nahi kar paya uske liye “Sorry”. But ab hum kuchh new shikhenge.
To aaj main apke liye is post me batane wala hun ki aap apne name ka ya Website ke liye 3d logo kaise banaye. Ye kafi log mere se puchhte hai ki hum apni website ke liye logo kaise kasie bana sakte hai. To aap ye post ko padhe or inke step ko samjhe.
Website ke liye 3d logo kaise banaye online logo maker tool
Ye ek online tool hai jispar aap online 3d text logo bana sakte hai. Waise to aise kafi online tool hai But ye kuchh better hai is liye maine iske baare me bataya hai.
1:) Ab aap apne browser me ye website open kare “cooltext.com“ to ye is type se opne hogi.
2:) To yahan aap dakh sakte hai apko kafi semple show honge apko jo achha lage wo select kare. Select karne ke baad apko phir is type ka page open hoga.
Agar apne hamari site se kuchh pack download kiye hai or wo pack par password laga hai. To aap sabhi pack pack password Is page se download kar sakte hai.
To ab apka online logo maker tool open ho jayega aap is page par apne logo ke setting kar sakte hai.
1. yahan se aap text or logo ke settings kar sakte hai.
2. Agar apko text ya logo ke under koi symbol chahiye to option choose kar sakte hai.
3. Apko jis name se text ya logo banana hai wo is box me type kare.
4. Text ka size jo aap chahe wo yahan se set kar sakte hai.
5. Finally “Create Logo” par clcik karke aap apne text ya logo ko png format me download kar sakte hai.
To ye thi aaj ki hamari post Website ke liye 3d logo kaise banaye. Agar is post baare me aap koi apni raay dena chahte hai. To niche comment box me aap comment likhkar de sakte hai.
Pasword Kya h 100 fl studio samples ka
is page me ek notepad file diya hai isko download karo isme sabhi password apko milenge.
Sir,
Wapact me comment box kayse ad kare plz batayenge…….
aap facebook ka comment box open kar add kar sakte hai.
sir ji site firework script set karna chahte hain plese best best firework script bataiyena …..plese
Sir ek aisa video banayiye na jisme AdSense account kaise banate h aur site par Kaise lagate h plz
good morning sir, ham apke site pr naye hai apka site bahut accha hai.
Thanks.. your welcome.
Sir ek aisa video banayiye na jisme AdSense Ka add Kaise lagate h
Adsense approved ho gaya apka. Agar haa to uske liye to apko kafi video mil jayengi.
Hi,
Vocal pack ka kya password hai
..
Please tell me
aap hamare password ki list yahan se download kar sakte hai.
Bhai photoshop cc full version with all plugins plz
copyright me aata hai. Apko kisi other site se download karna hoga.
Par sir 3d logo ko upload kesi karnge apne site ka header main or haa sir plz tora sa mera website check kar lijiye ga isko Google se connect kar diye hai my website
website ko google me aap dal sakte ho maine iske baare me kafi batya hai.