database kaise banate hai hosting cpanel mai how to make databse

How to make database database kaise banate hai hosting cpanel mai. How to make php website php website kaise banate hai. Hello friends ab me apko php website kaise banate hai uske baare me bataunga. Mujhe kafi users ne request kiya hai. Or waise bhi humne pahele wapact or wapka server par website banan shikha tha. Ab hum php website banana shikhenge.

Php website ke liye apko ek domain name or hosting space hona chahiye. Aap hosting low price par hamari is website www.getindiahost.com se buy kar sakte hai. fast speed hosting. maine bhi isi se buy kiya hai.
Agar apke pass hosting pahele se hai or aap php website banana chahte hai. Sabse pahele apko uske liye ek database banana hota hai.
Or Database kaise banate hai wo mai apko is post me batane wala hu. Next post me php script kaise download karenge ye kaise install karte hai. wo bataunga.

Database kaise banate hai hosting cpanel mai

To databse banane ke liye sabse pahele aap apne hosting cpanel me login kare. Jaise maine apko niche images me dikhaya bhi hai.
Database kaise banate hai
To apka cpanel is type se open hoga ab database create karne ke liye Apko ” MYSQL Database Wizard” par click karna hai. Click karne par apko fir is type ka page opne hoga.


Ab apko Apne databse ka name type karna hai. Yahan main apko recommend karunga ki aap apne database ka user name or database name dono same rakhein to problem nahi hog.  1:) Yahan main apne database ka name “php” Rakha hai Or “Next Step” par click kar dunga.  Ab aap phir is type ka page open hoga.

Database kaise banate hai
Ta Ab yahan par humko apne database ka username or passwrod create karna hai. Uske liye step follow kare. 1:) Yahan par maine database ka user name bhi “php” hi rakh diya hai. Aap bhi pana user name type kare. 2:) Database ka koi apna password type kare. 3:) Password ko phir se type kare. 4:) Ab “Create User” par click kare.

Ab apko kuchh is taraha ka page open hoga.

Next post me php script  ko install kaise karte hai wo shikhenge.

Ab hamara databse ready hai Bus kuchh final step karna hai. 1:) Ye apke database ke user name or Database ka name hoga. 2:) ALL PRIVILEGES box par tick kare. 3:) Next Step par click kardein.

Ab apka data base create ho gaya hai. Or apne shikh liya hoga ki database kaise banate hai hosting cpanel mai. Ab apko chahiye php script or php script ko kaise install kare uske liye ye post dakho.

Agar apko koi problem hogi to main apko full support karunga. Or ek good news myhindipoint ek whatsapp group create karne jaa raha hai Jisme ek sath sabhi ko problems ka solution milega.

Zald hi main group create karke group ka link post karne wala hun.  but usme kuchh policy hongi. Kya policy hogni uske liye apko hum apne facebook page me batayeng Abhi aap bhi hamara facebook page join kare.

Leave a Reply

%d bloggers like this: