Today i will tell you How Change Admin Panel Url Of Skyitech Script. Skyitech script ka admin panel url kaise change karen. Mujhe ye comment kafi logo ka aaya ki skytech script me admin ka url kaise change karte hain.
To aaj main apko is post mein skiytech script ke admin panel ko change karna bataunga. Jisko hum change karke apna khud ka url change kar sakte hain. To Chaliye url kaise change karte hai uska pura step aap niche dakh ligiye.
How Change Admin Panel Url Of Skyitech Script
Sabse pahele apko apne website ke cpanel me login karna hai. Cpanel File manager me jana hai usme public_html folder me jayen.
Is folder me apka website ka admin panel folder hoga. Usko Rename karke apko jo rakhna hai wo type karen.
Sabhi script me .htaccess file hoti hai. Kya Edit karna hai = Line 5 Jo apne apna admin panel old name ki Jagah new name change karna hai.
Kya Edit karen = Line 132 par Old Name Par New Name.
Kya Edit karna hai = Line 3, 12 par old name to new name.
Kahan change karna = Line 322, 342 par old name ko New Name.
Kya Line par = Line 545, 547 Par Old Name ko New Name se.
Kya Edit kare = Line 564, 611, 613 me Old Name Par New Name.
Kisko Change Kare = Line 90, 91, 123 par old name ko New Name karen.
Line 141 Par old name ko new name karke file save karen.
Kis Line Me Rename karna hai Line 118, 120 par old name ko new karna hai.
I hope ki ab aap ye skyitech script ka admin panel url change kar sakte ho. Agar apko koi problem ho rahi hai to mujhe comment karke zaroor batayen. How To Change Admin Panel url
Skyitech Script kaise install karte hain download link here.
Agar aap hamare facebook page ko join karna change to click here to join our fb page.
please sir grabbar php site ka video banao please sir automatic video upload and mp3 wali grabbar site ka video banao pleae
us par abhi kaam chal raha hai jaise hi wo ready hota hai wo bhi upload ho jayega.
jab tak bitrate change ka option nhi aata tab tak script shi nhi lagti…bitrate change ka option dalo…
Bitrate ka option script me already hai but wo tab work karega jab server me ffmpeg software install hoga.
sir fl studio macos me free kaise downlaod kare
wo to apko imageline ki website par mil jayega but uska reg key milna muskil hai.
sir Admin Url Change ho Gya But Login Nahi Ho Rha
Nahi Error Hi Bata Rha h
url change karne se pahele login ho raha tha kiya.
sir admin penal login nhi ho rha
sql import karke cache delete karke login karo. Agar nahi hota hai to install sahi se karo.
sir admin me login karne par captcha error aa raha hai. Pahle bhi aa raha tha aur admin url change karne ke baad bhi aa raha hai. kya karu. please help. site name hai – bhojpuriyamusic.net
Aapne cache ko delete kiya kya?
Agar haa
To Apko Backend folder me jo app.yml file or setting.yml file hai usko check karo usme koi install karte time mis to nahi kar diya
Hello Sir ! site to ready ho gaya but site clear fresh nahi dikha raha hai uska homepage dhundhla type ka dikha raha hai. ek bar open karke jarur dekhiye. sath hi admin me koi bhi image upload karne par “Symfony PHP Framework” page not found ka error aa raha hai isko kaise thik karenge. site name hai – bhojpuriyamusic.net sir ek bar site kholkar jarur dekh lijiyega ki kya kya problem hai. Please !