php website mai song kaise upload kare Ab apne song upload kare hamari website par

Ab apne song free me upload kare hamari website par php website mai song kaise upload kare with user upload.  Agar aap apne remix kiye gaye dj song apne prachhar ke liye upload kar sakte hai. Website me song kaise upload kare wo mai apko is post me bataunga aap is post ko details se padhe.
php website mai song kaise upload kare
Ye ek website hai maine special apne myhindipoint user ke liye banaya hai. Taki aap apne song ab is website par upload kar sakte hai. Hamari dj song upload karne wala website hai frashsound.com aap is par apne song upload kar sakte hai.

Or ab maine ye website kaise banaya hai iska course bhi start kar diya hai. Aap bhi apni php website bana sakte hai. Maine iske step by step hindi videos ready kar raha hun. Bahut hi zald ye course apke samne hoga.
Aap ye videos hamare youtube channel ko subscibe kar le taki jaise hi ye course upload ho uske videos apko mil jayen. 

php website mai song kaise upload kare Ab apne song upload kare

Agar apko apne song hamari new website frashsound.com par upload karne ke liye apko ye step follow karne honge to aap bahut hi aasani se apne song upload kar sakte hai.
To user upload ke trough php website mai song kaise upload kare.
1:) Sabse pahele hamari website frashsound.com ko open kare. Open karne par apko homepage hoga.

2:) To apko website ke homepage par Login Register karna hoga. Agar apko register nahi karna hai. to aap hamare username or password se login kar sakte hai. Agar aap apne name se Register karte ho to zyada better hoga.
Kyonki uska fayda ye hoga jab aap song upload karoge to homepage ki latest update me apka name show hoga.

3:) Jab aap login register kar lenge to apko fir se homepage par laker aayega. Tab aap menubar select categories me Upload your song par click karke song upload kar sakte ho.

4:) Agar apko user upload karne ka option show nahi ho raha hai. To pahele apko usme login karna hoga. Login karne ke liye agar apne apne name se register kar liya hai. To apne username or password se login kare. Yaa aap hamare username or password se login karke bhi song upload kar sakte hai. Jisak user name or password maine usi page me de diya hai. To apko song upload karne ka option show ho jayega.

Song upload hone par apka song automatic latest update me show hone lagega. Or song upload hone ke baad apka song Dj Remixer zone folder me upload ho jayega.

Agar koi user 25 song upload karta hai to uske name se alag folder bana diya jayega. Or user upload bhi usi folder ke mil jayega. Jisse uske song uske hi folder me upload hoga.

To ab aap apne song free me upload kar sakte hai.

To Ab aap apne song hamari website par upload kar sakte hai. Apna name ka prachaar kar sakte hai.
Isse pahele hum wapka website kaise banate hai uske baare me bata chukhe hai. Wapka website banane ke all wapka codes download here.

74 Comments

  1. dj ajay Reply
  2. djshekharking Reply
  3. manish Reply
  4. mahesh kumar Reply
  5. Amit Kumar Ram Reply
  6. ganesh verma Reply
  7. ravi Reply
  8. Rama Reply
  9. dablukumar Reply
  10. anupam sarkar Reply
  11. Dj Harish Production Reply
  12. Dj Harish Production Reply
  13. dJ nitin Reply
  14. Anonymous Reply
  15. Dj Vivek Reply
  16. Dj Sonu Kumar Gupta Reply
  17. Dj Arup Reply
  18. Manish Reply
  19. dj kanhaiya kushwaha Reply
  20. dj kanhaiya kushwaha Reply
  21. Krishna Reply
  22. bhagirath saini Reply
  23. vineet upadhyay Reply
  24. vineet upadhyay Reply
  25. DJ papan Reply
  26. DJ papan Reply
  27. jd gyani Reply
  28. mohsin khan Reply
  29. jitendra thakur Reply
  30. Dj RS TANDA Reply
  31. bhagirath saini ji Reply
  32. djsukhdev saini Reply
  33. bhagirath saini Reply
  34. bhagirath saini Reply
  35. bhagirath saini Reply
  36. bhagirath saini Reply
  37. bhagirath saini Reply
  38. bhagirath saini Reply
  39. DJ Manish Kashyap Reply
  40. ravi Reply
  41. RAvi meena Reply

Leave a Reply

%d bloggers like this: