Hello dosto aaj apko bataunga website par visitor kaise increase kare seo tips. Dosto aaj ke time me day by day kafi website user’s bana rahe hai. But Website banane ke baad website se paise kamane ke tarike search karne lagte hai. Ki Webiste se paise kaise kamate hain.
Apna Website Kaise Banayein.
Website se paise earn karne ke liye sabse pahele site par visitor bhi to hona chahiye. Tabhi to aap website se paise kama sakte ho. To iske liye mere pass hai ek simple si trick jo 100% Wrok karega.
Website Par Visitor Kaise Increase kare
Waise to aaj kal ye sabki problem hai webiste par visitor kaise laker aayein. Jisse website se paise earn karne ka opportunities (Mouka) Mile.
Webiste par Visitor Increase karne ke kafi tarike hai. jaise Dusre ke website par backlinks banaker traffic generate kar sakte hai. Backlinks bole to aap kisi dusre ke website par jaker uske comment box me, Ya jaise bhi ho apni website ka link unki website me dalna. Isse bhi hamari website ke seo me suhadhaar hota hai.
Aaj jo main apko trick batane wala hun ki website par visitor kaise increase kare wo trick hai facebook. Facebook ek aisa website hai jiska alexa rank World me 3 NO. par hai. Or aisi website par humko backlink mil jaye to humko bhi visitor milne lagte hai.
Agar aap apni website ka link apni facebook profile me share karte ho. To usse bhi apko backlink milte hai or visitor bhi.
Lekin apko facebook par is type se apni website ka link share karna hai jise facebook user bhi share karein. Wo kaise karte hai ab apko batata hun.
Apne aksar dakhe hoga ki jab facebook open karte ho. To usme apko bahut aise post milte hai jiske like, comment, Share Trending me Chal raha hota. Jisko facebook user like par like, comment par comment, Or share par share karte rahte hai.
YouTube Channel Ke Subscriber Kaise grow karein
Or aap bhi wahan par apni comment karte ho. Or comment me aap aksar likhto ho Nice, Good, Awesome, etc..
To agar aap aisi hi trending post par apni comment ke sath sath apni website ka link bhi add kar dete ho. To fir kya hota hai apki website ka link us trending post me chala jata hai.
Or jisko user’s kafi share kar rahe hai uske sath apki website ka link bhi share hota hai. Isse apko visitor, Backlinks Dono milte hai.
Jisse apki website par visitor aana start ho jate hai. Aap ye images dakhiye main khud ye tarika use karta hun.
To aap is image ko dakhkar sab samaz gaye honge. To aap ye kaam facebook par hi nahi sabhi social sites jaise Twitter, Instagram, YouTube, Google Plus sabhi par apni website ka link comment karein.
Aap hamari is post me bhi apna website ka link comment me kar sakte hain. Aap hamare facebook page ko join karke wahan bhi apni website ka link comment kar sakte hai.
Ummed karta hun apko ye trick website par visitor kaise increase kare pasand aayi hogi. To zaroor comment me likhkar batayein.