How to add login register system wapact website mai user login register option kaise add kare with wapact codes. Aap apni wapact site mai user ke liye login button or regsiter button kaise add kar sakte hai. Aaj main apko uske baare me bataunga or apko uska code bhi dunga Aap usko add karke simply add kar sakte hai.
Login Register button add karne ka fayda kya hai?
Agar apko apni wapact website mai user upload code ya user se song upload karwana chahte hai. To ye login register Tabhi helpful hoga. Kyon wapact website me user se song upload karwane ke liye unka apki site me account hona zaroori hai. Tabhi wo apki website mai song upload kar sakte hai.
Wapact site mai paging code kaise add kare.
wapact website mai user login register option kaise add kare with wapact codes
Ab apko login register button kahan or kaise add karna hai. Sabse pahele aap apne wapact account me login kare. Login karne ke baad website ko panel mode me open kare.
panel mode me open karne ke baad apni website ke header part open kare. Aap ye option apni website ke header me hi add kare to accha hoga. Isliye main apko header me add karne ka tarika bata raha hun.
1:) Aap wapact me login karke jo apko is image me url show ho raha hai. Aap direct type karke bhi apni site ke header me aa jayenge.
2:) Ab apko jo ye code show raha hai is code ko niche diye gaye download link se download karle. Ye code wordpad file me open hoga. Code ko copy karke apne header me add kare jis jagah par aap add karna chahe whan par kar skate hai.
Ab apki website mai login register button add ho jayenge. Aap register karke login karke dakho ye code properly work karega. Aap fir wapact me login karke drop down menu me “user” option par clcik karke dakh sakte hai. Apki website mai kitne user apna account create kar chuke hai.
I hope ab apko ye samaz aa gaya hoga ki wapact website mai user login register option kaise add kare. Agar apko koi problem hoti hai to mujhe comment kar sakte hai. Or aap hamara facebook page like karke hamare sabhi wapact ke videos dakh sakte hai.
Or next post me apko bataunga ki kaise aap apni website mai user upload system laga sakte hai. Hamara Pichhla post wapact me online counter or total hits code kaise kare.
please jaldi se user upload system bataye mein wait kar raha hu…….Please jaldi
wapact site ko google pe sabse per kaise laye plz help
sir iski vedeo banao kch nahi aaraha hai isme is site ko google pe kaise add karein sabse per
User upload system kaise kare jaldi bataie
wapact wapsist se paise kaise earn karte hai pls sir bata dijiye djravisaifni.in.wapact.com
Sir fl studio 12 producer edition Kaise download kare reg key
Ish code ko lagane par work nahi kar raha hai please videos banaye ….. Jaldi
sir login register code sow nahi ho raha hai meri site mai
How to change title in wapact site help video…
ye kafi logo ki problem hai zaroor bataunga.
Sir maine wapka ka account craete ki toh uska verify addres email per aya he nahi sir iska solution da do pelease
folder ke andar folder banane se folder ke andar me file show nahi kar raha hai… please help me……
Sir wapact site ka title kaise change karate ek video banal…
My site..
mauryadj.wapact.com
okk bana dunga.
paging code lagane par total file ek hi page me file show kar raha hai moojhe ek par me 3 file show karani hai please help…
Sir eleactro pack banane ke leye kon se vst ka use kare please sir replay Karo help me sir
sir Meri website open nahi ho rahi he
WhatsApp no.9759797415
please help me sir
wapact ne sabhi site delete kar di hai ab apko fir se new banan padega
Wapact server ko kya hogeya
Vocal pack password kitne ha
jitne pack honge utne hi password but jis page me pack hota hai uska password bhi usi page me diya jata hai. user ab page me sahi se dakhte hi nahi hai.
mobil se wapact registers karneke liy dusra opsan plz batty
wapact nahi wapkiz banao