wapact website mai manual online counter code kaise add kare wapact codes

Hello friends Aaj main apko bataunga ki wapact website mai online counter code kaise add kare wapact codes free download. Online user counter aap apni wapact site me kaise laga sakte hai. Uske liye aap ye post pura dakhe. Online counter ke wapact codes bhi apko isi post me de dunga. Aap download karke mere step follow karke manually online counter laga sakte hai. Agar apko koi problem hota hai to mujhe comment kar sakte hai. Waise main apko iska video bhi banake dunga. Video apko facebook page par dunga. uske liye aap mere ye facebook page like karke join kar sakte hai.

wapact website mai online counter code kaise add kare wapact codes

Is post me apko 2 codes dunga jo apki site par online user bhi show karega. Or apki site ko kitni baar visit kiya gaya wo bhi show karega. Download link niche diye hai.

Wapact website kaise banaye step by step yahan click karke dakho videos.

Ab start karte hai wapact website mai online counter code kaise add kare.
Sabse pahele aap apni wapact site me login karke apni site ko panel mode me open kare. Fir Aap apni website ke footer part ko open kare. Footer ke “Item” par click kare. Ab drop down menu se “Html/Tag Code” par click kare. Ek box open hoga. Is type ka.
wapact website mai online counter code kaise add kare wapact codes
Ab aap ye step follow kare. Code ke baare me kaise add karna hai.
1:) Apko ye code copy karke paste karna hai. Ye wapact code ka download link niche de diya hai. Wahan se download kare. Apko usme ye code mil jayega.
2:) Aap koi class select kar lena hai. Jo apko achha lage.
3:) Ab apko “OK” karna hai.

Ab aap apni site me dakhenge ki online counter or Total hits code add ho gaya hai. Apko show bhi ho raha hoga Ki kitni baar apki site par click hua hai.

Kaise pata kare ki user ne kis page ko watch kar raha hai?

2nd kaam aap chahe to itna bhi chood sakte hai. Agar karna chahe to ek kaam or kare to kafi accha hoga.
Agar apki site par online user hai counter chal raha hai. Apko dekhna hai ki hamari site par kitne log online chal rahe hai. Yaani ki wo abhi konsa page open kiye hue hai. Or unka ip address kya hai. To wo kaise karenge.

Uske liye apko apni website me ek page create karna hoga “who online” ke name se Jaisa ki is imgae me show ho raha hai.

1:) Aap 1st option page ko select karke “Go” par clcik kare. 2:) page ka title who online hi rakhe kyonki footer me jo code add kiya hai. uska url ye name se add kiya gaya hai.
3:)Add New Page” par click kare. Ab apka ek new page create ho chuka hai.

Ab apko is page ko manage karna hai isme bhi ek code add karna hai. Jo ki apko usi link me mil jayega who online text file me.

Page ko kaise manage karna hai.

Apko apni wapact site panel me option hoga “manage page” par clcik kare. To apko apki site ke total page show honge.

Isme apko Site-who-online.html par click karna hai. To ye page open ho jayega. Ab apko drop down list se fir Html/ Tag code par clcik karke Who online ki text file me jo code hai. Usko paste karke “Ok” kar dena hai.

Agar apne abhi tak ye code dwonload nahi kiye hai. To is button par click karke ye code download kare.

Agar apko koi problem hoti hai to aap mujhe comment kar sakte hai. Iske videos ki latest update ke liye Join kare mere facebook page. Clcik here to join facebook page.

Next wapact codes download karne ke liye subscribe kare ye site.

15 Comments

  1. aman Reply
  2. son Reply
  3. Dj Arup Reply
  4. virendra Reply
  5. rohit Reply
  6. jitendra Raja Reply
  7. Aman Shakya Reply
  8. djvivek AzamGarh Reply

Leave a Reply

%d bloggers like this: