wapact website mai paging code kaise add kare paging code dwonlaod here

How to download paging code wapact website mai paging code kaise add kare paging code download here. Paging code ka download link niche de diya hai Aap wahan se isko download kar sakte hai. Or aaj hum apko batayenge ki wapact website mai paging code kaise add karte hai. Waise to paging code wapact me already hota hai. But wo apko achha nahi lagega. To aap ek designing paging code add kar sakte hai. Uska tarika or code apko isi page me mil jayega.
wapact website mai paging code kaise add kare
Paging code add karne ke liye is image ko or iske step follow kare.  wapact website mai paging code kaise add kare.

Sabse pahel apne wapact.com me login kare. Login karne ke baad aap ye step follow kare.
Step 1 Login karke apko Edit karna hai no. 3 ke page ko. Aap Direct browser me apni webiste ka ye url type kar sakte hai. Ya panel me jaker niche box me 3 type karke jump par click kar sakte hai. To aap is page par aa jaoge.

Step:2 Jab aap is page par aa jaoge to apko is type ke 3 (Three) code show honge. Jisme 1st wala apka title hai. Or 2nd wala file file show karwane wala code hai. 3rd Paging code hai.

Jaisa ki aap dakh rahe hogne Step 2 me 2nd wale code par red box me 1=9 ye wo value hai apko ek page par kitne file show karwana chahte hai. maine to 9 set kiya hai. Aap chahe jitna show karwna chahe wo yhan type kar sakte hai.

Step-3 Ye code apka paging code hai. Agar apko ye hi rakhan hai to isko hi edit kar sakte hai. Ya humne jo code diya hai usko bhi add kar sakte hai.  Is code me bhi apko no.4 par 1=9 Show ho raha hoga. Apko yahan par bhi apni value set karna hoga.

Wapact website kaise banate hai Step by step.

wapact website mai paging code kaise add kare paging code dwonlaod here

Agar ye post me apke kuchh samaz nahi aa raha hai To aap hamare facebook page ko join karke iska video dakh sakte hai. Kyonki video facebook page par upload ho jata hai. Facebook page ko join karne ke liye click here.

Sabse pahele aap hamare ye paging code download kare. Paging code download karne ke liye clcik here Download karne ke baad apko is type ke ek notepad file milegi.

1:) Ab sabse pahele 1 par jo code hai usko copy kare. Copy karne ke baad apne wapact me login karke uper jo maine step diye hai wo follow kare. Yani No.3 ke page ko edit item par click kare. Last 3rd wale code ko “Edit” karke uski jagah par ye code paste karke Ok kare.

2:) Ab apko jo ye class code diye ja rahe hai. Ye apko apni css theme me paste karne hai. Kaise karenge.

panel mode apko drop down menu me option milega “css theme” usko open kare. Apki css theme open ho jayegi Ab apko sabse niche aana hai. To ek option apko show hoga “Add new class with editor” par click kare. Tab ek box open ho jayega. Us box me apko ye 4 css class code copy karke paste karne hai.

Bus apka paging code add ho gaya hai Ab apni site me dakh sakte hai. Ek designin paging code add ho chuka hoga.

I hope apko ye post samaz aaya hoga Agar koi problem hai to mujhe comment kar sakte hai. Yaa iska video bhi dakh sakte hai. Hamare facebook page ko join kareke. Video dakhne ke liye yahan click kare.

 

42 Comments

  1. Dj Arup Reply
  2. aman Reply
  3. Mahesh kumar Reply
  4. rohit Reply
  5. rahul Reply
  6. nadim Reply
  7. djshekharking Reply
  8. amaan Reply
  9. saheb Reply
  10. Ajay Reply
  11. ganesh Reply
  12. Tshar Soam Reply
  13. Rahul Reply
  14. Tshar Soam Reply
  15. Tshar Soam Reply
  16. ravi Reply
  17. Tshar Soam Reply
  18. Avinash kumar Reply
  19. ganeshagra Reply
  20. Ganesh Reply
  21. Dj Mahesh Reply
  22. Manoj Reply
  23. bikash sardar 12 Reply
  24. bhagirath saini Reply
  25. dharmendra kanojiya Reply

Leave a Reply

%d bloggers like this: