hello friends aaj me apko is post me bataunga ki kaise hum apne godaddy domain ka DNS Nameserver update karte he.
ye name server kaise change karte he. Agar apko apni website banana he To apko apni site ke liye ek domain purchase karna padta he. Or hosting purchase karni padti he. To us domain ko apni hosting se connect karne ke liye humko domain ka nameserver update karna hota he.
domain ka DNS Nameserver kyo change karna padta he?
For example Agar apne godaddy se domain purchase kiya he. Or hosting apne free hosting, hostgator, bluehost, Bigrock se purchase ki he to apko us domain ko hosting se connect karne ke liye Nameserver update karna padta he.
Or Aaj is post me apko bataunga ke kaise hum godaddy domain ka DNS Nameserver change update karte he.
kya domain ka DNS fir se change kar sakte he?
Haa aap apne domain ka DNS jab chaho manage kar sakte ho. agar apne free hosting purchase ki he or apne usko free hosting se connect kiya he. Or Aap paise hosting purchase karte he. To bhi aap us hosting ka name sever change kar sakte he.
godaddy domain ka DNS Nameserver kaise change karte he
mai apko kuchh is image ke trough batane wala hun. Or niche maine iska video or step diye he.
Agar apko fir koi problem ho to mujhe comment kar sakte he.
Step 1 Sabse pahele Aap apne godadyy account me login kare. ya apne kisi other company se domain buy kiya he to uske a/c me login kare. Sabke process same hote he.
Agar apne abhi tak koi domain buy nahi kiya he to ye post padho. Godaddy se Rs.99 me domain kaise buy karte he.
Step-2 account me login karne ke baad Domin par click kare. Apne jo domain buy kiye he wo apko show honge.
Step:3 Apko jis domain ka DNS change karna he to us domain ke Manage DNS par click kare. Manage DNS par click karne ke baad apko is tarha ka page show hoga.
Step1 Yahan apko apne domain ka Nameserver change karna he. Apko drop down menu he isme apko custom select kare.
Step-2 Apko Nameverver ke 2 box show honge. by default usme kuchh name server pahele se hota he. wo aap remove kar de.
Or jis company ka Nameserver update karna chahte he wo 2no box me paste kare. Jaise me yahan free hosting ka name server update kar raha hun. To maine 2no Box me free hosting ka Name server paste kar diya he.
Step:-3 Name server paste karne baad Save buttion par click kare.
Congress! Ab apne apne domain ko apni hosting se connect kar diya he. Ab Nameserver ko update hone me 12-24 hours ka time lagta he. Fir ye properly update ho jata he.
Domain ka DNS kaise manage karte he ye is video me bataya he.
See This video live on youtube.
Agar abhi apko koi problem to comment kare. Or free hosting kaise purchase kare is post ko dakho
Agar aap mujse facebook par contact karna chahte he. To hamare page ko like karke join kare.
Apko hamari site se related post facebook par bhi milti rahengi. Like kijiye
Hlo g wapka ke site se kese show Kare Ki koi Bhai 1 gaana kitna download hu hai aur use dekha gaya he
sabke code hote he download counter code add karo
Meri help kre sir
Sir site se jo hme eraning hoti h wo khan pr so hogi
Or apne jo Download code dale the to unme jo sonh ko download krte han to total Download 0 ki jgh 0 hi rhte han whan pr downloading list so nhi ho rhi h
Aapko apni site par kisi advertiser site ke ads lagane honge.
jaise adimobi. adplay, showadzearn.in etc. or apko inme apna account open karna hota he.
wahan show hoti he.
or jaankari ke liye ye post padho
Download contour code kaha se laye aapke pass to batadijiye
is video me bataya he.
Sir site se jo hme eraning hoti h wo khan pr so hogi
Or apne jo Download code dale the to unme jo song ko download krte han to total Download 0 ki jgh 0 hi rhte han whan pr downloading list so nhi ho rhi h
Wo kese honge btaye
password batao
kiska password batana he apne jis post par comment ki hai is me to koi password wala pack nahi he.
Bhai kuch video mixing ke bare mai bataiye
software upload kar diya he basic mixing ka is post me bataya he.
SIR MAINE GODADDY SE DOMEN KHARIDA HAI
O WAPKA KI SITE ME LAGA RAHA HO TO Incorrect domain format! BATA RAHA HAI SIR PLEESE HELP
pahle domain ka dns setting karna hoga wapka ka nameserver apko godaddy ke domain me change karna hoga jab hoga.
sir mene name server change kar diya fir cpanl me jakal addon domain me domain add kar rha hn to wo bol rha hai yo main domain not park bata rha hai eska soltion bataiye sir.
agar aap wapka ke liye karna chahte ho to addon domain me nahi hoga. or wordpress ke liye to apko addon domain add karna padega. adon domain ye problem nahi hoti aap domain ko park kar rahe honge/
sir fl stdio 12.3 ka reg key kaise milega
kisi se purchase kar skate ho.