Contact Us Php Script Free Download How To Make Contact Form 7

Hi dosot aaj apke liye laaya hun contact us php script free download. How to make contact form for our any website.
Dosto agar aapne apna koi bhi website banaya hai. To usme sabse badi problem hoti hai contact us page ki. Jo ki Contact us page website ke liye bahut zaroori hota hai. Kyonki google search engine bhi contact us page ko recommend karta hai.
To agar apne bhi banaya hai koi apna khud ka website, or usme apka contact form page nahi hai. To aap mere ye post ko achhe se read karein. Kyonki isme main apko contact us php script free me provide karne wala hun.
Jisko aap apni kisi bhi type ke website par apply kar sakte ho ye script 110% work karegi.
Contact Us Php Script

Contact Us Php Script Free Download How To Make Contact Form

Dosto main apko kafi website ke script de chuka hun. Or Website banane ke baarein me bhi bata diya hun. Agar apne hamrari website ko join nahi kiya hai. To aaj se join kar ligiye, kyonki hum ye website “MyHindiPoint.In” par daily kuchh new students ko batate hain.

Apko pata hoga ki pichhli post me maine apko ek music website ka automatic latest update ka php script diya tha.  Jo user’s ko kafi accha laga tha, but usme ek contact fomr me problem tha. Jisse agar apko koi contact kare to uska contact page work nahi karta tha. To uske liye maine ye contact php script laker aaya hun.
Isko aap apni website me upload karke ek contact form bana sakte hai ye 100% work bhi karega.

To start karte hain contact us php script ko kaise install karein.

Sabse pahele aap niche diye download button par click karke contact form script download karein. Isme apko “myform.zip” name ka file download hoga.

Download Here Contact Form Script

zip file download karne ke baad apko apne website ke capnel me login karna hai. Cpanel me “file manager” Ke public_html Folder me “myform.zip” file ko extract kar dena.
Extract karne ke baad apke “public_html” folder me myform name se ek folder create ho jayega. Uske under contact page ke file folder store honge.

Ab apko myform folder ke under ek file hai “handler.php” isko edit karna hai. Jaise is images me maine apko dikhaya hai.
Yahahn apko 1: Public_html folder jana hai. 2: myform folder ko open karna hai. 3: handler.php file ko select karein. 4: handler.php ko edit karein. NO. 24 par apko apna wo email id dalna hai, jispar apko user’s ke mail receved karne hai. File edit karke save kar digiye bus apko ye hi changes karna hai. Or apka contact form script install ho jayega. Ab aap usko khud hi test karke dakh sakte hai. Apka Contact form ka url aisa hoga aap isko test kar sakte hai.

https://www.frashmusic.club/myform
I hope apko ye post or ye script zaroor pasand aayegi. To aap mujhe mere facebook page par comment karke zaroor batayein. Ya apko isse related koi issue ya problem ho to comment me puchh sakte ho. Fir apke liye kuchh new upload karenge tab enjoy visit my website daily..

6 Comments

  1. akmt Reply
  2. djaman Reply

Leave a Reply

%d bloggers like this: