How to track speed post items indiapost indiain post item ko kaise track kare ki is time hamari post ki kya staus hai wo kahan par hai.

Is post apko bataynge how to track your speed post item. Agar aap koi speed post ke trough koi item send karte ho. To aap uski location kaise check kare is post ko padhe.  your speed post mail items india post ko kaise track kare ki current time me kahan hai.dosto agar aap koi items speed post ke trough karte ho or apko use track karna hai to kaise kare ki wo ab khaha par hai. to is post ko pura padhe. Speed post ko kaise track kare ab wo kahan par hai.

how to track

Agar apko apni post ko track karna hai to usko simple tarika mai me apko bata raha hu hindi me.
App is image ke according step ko follow kare.
 Step 1 apne browser ke address bar me type kare Indiapost.gov,in  to site ka homepage open hoga.
Step 2 Yahan aap apni post ka consignment Number Type kare.(jab aap speed post karte ho to tab      silp apko milti hai. uspar consignment number hota EU68749332IN is type ka)
Step 3 me captha code box me type kare.
Step 4 Ab aap Go par click kar den to apki post ki detail kuchh is type se open hogi.

Step 1 ab aap yahan apne post items ki current status dakh sakte hai ki ab wo kahah hai.
Is screen me aap sab track kar sakte hai. ki kahah se item book hua or kab hua. kahah ke liye send       kiya hai

how to track speed post item. post kaise lagi.

To ye thi hamari aaj ki post simple tarika hai. ab ap bhi apni koi post kare to usko ap track kar. Sakte hai. simple hi.
Like kare hamara facebook page or paye hamari lateste update facebook par.

Leave a Reply

%d bloggers like this: