Seo optimization tips how to make wapka website seo wapka wapsite ka seo kaise karte he.

Aaj hum is post me shikhenge ke kuchh Seo optimization tips how to make wapka website seo. Wapka wapsite ka seo kaise optimize kare. jisse hamare wapsite google ke search rank me aaye.
Seo optimization tips

wapka website Seo optimization tips seo kaise kare te he.

kafi logo ne hamare videos dakhkar apni free website create kar li he. Or kafi achha design bhi kiya he. Or kafi mahanat karke us par song upload kiye he. But sabse badi jo problem create hoti he. Wo hoti he website par visitor kaise laaye.
website par visitor laane ke liye hamari site google ke search result me aani zaroori he. Or main apko ye seo optimization tips bata raha hun isse apki site google ke search me aane lagegi.
What is seo? 

Seo (Search Engine Optimization) jo google bhi ek Search Engine he. Jisse visitor kuchh internt se kuchh bhi search karne ke liye google ke pass jate he. Or google unko 90% unki sahi jaankari tak puhchaa deta he.

Webiste me automatic folder code kaise add karte he.

Apni website ko google me kaise add kare.

Aap google ke search console me apni site ko add kare. kaise karte he ye step follow kare.
1. google me type kare google webmaster tool 1st link open kare.
2. apni site ka url right side me box he usme typke kare Add par click kare.
3. Apse google apki site ka verify karne ke liye kuchh option dega. apko kisi ek method se apni site ko verify karna he.
4. Aap alternet mathed par click karke html tag par click kare to apko meta tag diya jayega. Ap us code ko copy karke apni site ke <head> </head> section me paste kare save kare.
5. Ab verify button par click kare. Apki site google me add ho jayegi.

Koi problem hoti he to mujhe comment kar sakte he.
website seo optimization tips with meta tag.
Apni website me meta tag add karke bhi apni site ko index kar sakte he.
Meta tag kya hote he or kya work karte he?
Meta tag apki site ko index karne me help karte he. Jinko aap apni website me add karke google ke robots ko authority de sakte he ki wo is site ko bhi index kare.

Website kaise banaye free me with all wapka codes.

Apni site me ye meta tag add kare. Apni site ke “head” section me. Jaisa ki apki ye dikhaya ja raha he.

<head>

<meta http-equiv=”content-type” content=”text/html; charset=UTF-8″ />
<meta name=”description” content=” Type your description here” />
<meta name=”keywords” content=”dj song, remix song, latest song” />
<meta name=”author” content=” type your name“/>
<meta name=”language” content=”en” />
<meta name=”robots” content=”index,follow”/>

</head>
Jo Apko red color me show ho raha he wahan par apni site se related word type karke paste karde.
description me apni site ka description Or keywords me apni site ke keywords. Or author me apna name.
Meta tag ke notepad file download karne ke liye click here.

Ab jo apko sabse important work jo karna he wo he apni site ka sitemap add karna.

What is sitemap?

Sitemap apki website ko index karne ke liye zaroori he. Agar aap apni site me kuchh upload karte ho to usse google ko pata chal jata he. Or google apke us url ko index kar leta he.

To sitemap kaise add karte he. Sitemap add karne ke liye google search console me login kare. Fir jo apne site add ki thi wo apko show hogi. Us par click kare. Ab ye image ko follow kare.
sitemap
Ab ye step follow kare or Apni site ke liye sitemap kaise add kare.
Step-1 Left side me Crawl par click kare.
Step:2 Ab sitemap par click kare.
Step:-3 Ab Add/test sitemap par click kare. To apki site ka url to apko box se pahele show hoga. Apko box me Sitemap.xml Type kare.

Step:-4 Ab submit button par click kare To apka site map add ho jayega.
Ye maine apko kuchh basic seo optimization tips diye he. Jo ki apki site ke seo ke liye zaroori he.
Baki Aap apni site par day by day kuchh naya upload karo. Or Tag: use karo. Apki site google ke search me aane lagegi Or apki site par visitor bhi aane lagenge.

Free wapsite kaise banante he one by one video course dakhe.

Hamara facebook page join karke humse facebook par contact kar sakte he.

Hamari site ki latest update apne email par receive karne ke liye Apne email type karke subscribe kare.

59 Comments

  1. raj kmar Reply
  2. deepak Reply
  3. Bablu Dj Suratgarh Reply
  4. kishan Reply
  5. shubham Reply
  6. raja Reply
  7. manish rajbhar Reply
  8. dinesh Reply
  9. dinesh Reply
  10. dinesh Reply
  11. Monu Sheoran Reply
      • Monu Sheoran Reply
  12. Raju Diwana Reply
  13. krish Reply
  14. Dj Najbul Reply

Leave a Reply

%d bloggers like this: