Birth day wish ya apne name ka dj ringtone kaise banate hai wo bhi hindi me

Apne friends ka Birth day wish ya apne name ka dj ringtone kaise banate hai. Wo bhi hindi/English language mai. aap is post ko last tak achhe se read karein. Kyonki main apko isi tarha ki tips & tricks post upload karta hun jiska apko benefits milta rahega.
Birth day wish ya apne name ka dj ringtone kaise banate hai

Birth day wish ya apne name ka dj ringtone kaise banate hai

Agar aap kisi apne friends ke name birth day ringtone bana chahte hai. aap is post ko read karne ke baad assani se bana sakte hai. Or itna hi nahi aap kisi bhi festival wishes ka ringtone banan sakte hai. Apne name ka dj voice ringtone bana sakte hai.

Online dj ka name kaise banate hai echo effect me.

To is post me main apko bataunga ki aap apne friends birth day wish ya apne name ka dj rintone kaise bana sakte hai.
Let’s start.
Sabse pahele apko Ek Website par jana hoga Jiska naam hai Indiantts.com iske baare me pahele bhi bata chuka hun. Is website par jane ke baad aap demo ke liye koi dj ka name bana sakte hai. But Birth day wish ringtone banane ke liye Sabse pahele apko isme apne email se register karna hoga. Register karne ke baad apko Login karna hai. Login karne par iska Interface kuchh is type ka hoga.
Birth day wish ya apne name ka dj ringtone kaise banate hai
Ab aap iske ye step follow karke apne name ka dj ringtone ya birth day ringtone, phone call ringtone, festival wishes ringtone bana sakte hai.

1:) Agar apko birth day ringtone banana to 1st wala select kare. 2:) Festivals wishes ringtone ke liye. 3:) Phone call ringtone banane ke liye. To maine yahan par 1st option select kiya hai. Birth day ringtone banane ke liye.

4:) Us friends ka name type kare jiska apko ringtone banana hai. 5:) Template select kare kafi template hai jis type me apko banana hai. 6:) Ye karne ke baad Aap isko “Play” karke dakh sakte hai. Achha lage to download bhi kar sakte hai. Simply download ho jayega koi problem bhi nahi hoga.
Kis type me or kis voice me banega uska demo dakhne ke liye. Ya maine jo is post me ringtone banaya hai. wo aap yahna se download kare sakte hai.

How to make iso image for windows.
Ye post apko kaise lagi ya koi problem hoti hai to aap mujhe comment karke bata sakte hai.

53 Comments

  1. dh himanshu Reply
  2. Dj Chandan Reply
  3. ganeshAgra Reply
  4. DjChandan Reply
  5. ARS Reply
      • Ars Reply
  6. chandrashekhar Reply
  7. Dj Shankar Reply
      • Dj Shankar Reply
  8. chandrashekhar Reply
  9. Akash Reply
  10. chandrashekhar Reply
  11. chandrashekhar Reply
  12. chandrashekhar Reply
  13. Dj Chandan Reply
      • Dj Chandan Reply
  14. chandrashekhar Reply
  15. chandrashekhar Reply
  16. chandrashekhar Reply
  17. Dj Chandan Reply
  18. Shivam gonda Reply
  19. snil Reply
  20. bidyut Reply
  21. pritam rana Reply
  22. Shakil Ahmed Reply
  23. Naman Reply
  24. Dj ajay Reply
  25. Shivraj dj dj Reply
  26. Abhishek anand Reply

Leave a Reply

%d bloggers like this: