How to make iso image from cd dvd bootable iso image kaise banate hai

Hello friends today i will show you in this post How to make iso image from cd dvd. Bootable iso image kaise banate hai. Aaj mai apko cd ya dvd se bootable iso image banane ka tarika batunga. Jise aap kisi pen drive ko bhi bootable banane me use kar skate hai. Ya koi new bootable dvd bana sakte hai.
how to make iso image

How to make iso image from cd dvd bootable iso image.

bootable iso image banane ke waise to kafi tarike hai or software hai. Iso maker, Nero, etc..
But main ek achha tarika bataunga jo ek chhote se software se hi hum apni iso image create karenge.
To start karte hai aaj ka topic how to make iso image from cd dvd
Iso image banane ke liye aap sabse pahele ye software download kare Power Iso ye software apko google se hi mil jayega.

wapka website banane ke all wapka code.

Software ko download karne ke baad apne pc/laptop me install kare. Install karne ke baad ab apne pc/laptop me wo cd ya dvd insert kare jiska apko iso image banana hai. Phir power iso software ko opne kare.
bootable iso image
Open karne ke baad ab aap ye step follow kare.
Step:1 Agar apko dvd hai to dvd select kare jaise windows 7,8,10 iske liye apko dvd select kare.
Step-2 Ab aap “Add” option par click kare ek window open hogi usme apko apne dvd writer me jo dvd lagaya hua hai uska total data select kare “Ok” kare.

Step:-3 Same is type se window ka data apko software ke under laker aana hai. Jaisa ki apko dikh raha hai.
Step-:4 Fir apko “Save” button button ko click karna hai. fir apko is type ki window open hogi.
iso image
1:) yahan aap select kare ki apko apni iso image ko kahan par save karna hai wo select kare for example: desktop.
2:) File name option me apni iso image ko kis name se save karna chahte ho wo type kare.
3:) Save as type me “Standard ISO Images (iso)” select kare.
4:) Last step ab “Save” button par click kare process start ho jayega. Isko kuchh time lagega complete hone mai jab tak liye wait kare.
Jaise hi process complete ho jayegi to apki bootable iso image ready ho jayegi. Ab aap us iso iso image se pen drive ko bhi bootable bana sakte hai.

I hope ye post apko pasand aayi hogi To hamare subscribe box me apna email type karke join kare. Agar apko post me kuchh samaz nahi aaya hai to aap mujhe comment bhi kar sakte hai.

14 Comments

  1. vivek Reply
      • VIVEK Reply
  2. Dj Rajesh Raj Reply
  3. vivek Reply
      • vivek Reply
  4. ABHIRAJSONI Reply
  5. vivek Reply

Leave a Reply

%d bloggers like this: