google tez kya hai google tez se paise kaise earn kare how to make money from google tez

How to make money from google tez google tez kya hai google tez se paise kaise earn kare. Ye apke man me sawal aa raha hoga. Ye post 23/09/2017 ko likh hai Or ho sakta jab aap is post ko read kar rahe ho to iske baare me kuchh change ho sakta hai.
Main apko is post me google tez kya hai google tez se paise kaise earn kare iske baare me details se batane jaa raha hun. Agar iske baad bhi apke mann me koi question ya koi doubt hai to mujhe comment kar sakte hai.

Google tez kya hai what is google tez ?

Haal hi me google me is apps ko lunch kiya hai. google tez ek aisa online portal hai jisse aap kisi bhi friends, guest ko paise transfer kar sakte ho. Wo bhi direct bank account se bank account mai. Khaas baat ye hai ki aap isse Rs. 1 se laker Rs.10000 INR send kar sakte ho. Paise apke bank account me transfer ho jayega.

Fl studio Beat pack sound fx download kare.  Php website kaise banate hai song upload karne ke liye.

google tez se paise kaise earn kare How to make money google tez

Ab sawal ye hai ki google tez se paise kaise earn kare ye sawal kafi logo ne puchha hai. Ji haa Aap google tez se paise bhi earn kar sakte ho. Google ne ye offer 01/04/2018 Tak rakha hai. Jisse aap paise earn kar sakte ho.
Google is aaps ko refer karne ka or refer karne ke baad is apps se 1st payment karne par apko Rs.51 deta hai. Matlab apko pahele is apps ko download karna hoga. Aap is app ko direct play store se download nahi kare. Is link par click kare Ye apps download kare. Click karne ke baad apko play store ka option aayega tab play store par click karke ye apps download karna hai.

Google tez kya hai

google tez

Apps download hone par apko isme apna bank account add karna hai. bank account add karne ke liye apse apka mobile no. ke liyla jayega. Apko usi mobile ko add karna hai jo apke bank me register hai. Yaad rahe apke bank account me apka mobile number registerd hona chahiye or apke paas apka ATM/DEBIT Card hona chahiye. Google tez ka setup karte time apse ye details li jayengi. Setup complete hone ke baad apko bank account account apke google tez apps se connect ho jayega.

Ab apko google tez se paise earn karne ke liye Is apps me ek Option milega “offers” par click kare. To apko apka reffer link diya jayega jise aap share kare whatsapp, facebook, etc kahin bhi. Jab apki diye link se koi is apps ko download karega or download karne ke baad koi 1st payment is apps se karega to apko Rs.51 apke bank account me mil jayega.

Final step Apko ye app download karne par Rs.51 kaise milenge.

Sabse pahele aap ye apps is button par click karke download kare.

Yaani mere refer link se download karne ke baad apna bank account add kare. Bank account add karne ke baad aap kisi friends ko jo google tez apps use kar raha ho. Usko Rs.1 ka bhi payment kare. Payment karne ke baad tab apko Apps download karne ka Rs.51 apko apke bank account me milega.

I Hope aap google tez kya hai google tez se paise kaise earn kare iske baare me samaz paye. Agar abhi bhi apka koi sawal hai to aap mujhe commnets kar sakte hai. app humse hamara facebook page join karke bhi contact kar sakte hai.

2 Comments

  1. SHYAM JI Reply

Leave a Reply

%d bloggers like this: