apne blog me sitemap kaise add kare puri jaankari hindi me

Hello friends welcome to my new post dosto pichhli post me humne padha tha ke kaise hum apne website or blog ko
google ke search consloe me add karte he.
or aaj shikenge ke kaise hum apni website or blog ke liye sitemap add karte he. or kya fayde he sitemap add karne ke.
agar apne blog banaya he or app us par kuchh jaankari post karte ho or wo google ke search result me nahi aati.
to hum apne blog me sitemap add karke google ko batate he ke hamari site ya blog me kya he.
sitemap add karne se google ko pata chal jata he ki is blog me kya he. or jab user usse related kucch jaankari google me
search karta he to google ke search result me hamari bhi site aa jati he.to start karte he.

 

 

 

 

 

 

 

 

sabse pahele hume apne blog ko google search console me add karna hoga agar apne abhi tak add nahi kiya he to

 search console me sitemap kaise add kare.?apne google search console me sign in kare.

 

 

 

 

 

 

 

 

yahan apne title par click kare or click karne ke baad ye page open hoga.

 

 

 

 

 

 

 

 

 

yahan aap sitmap par click kare.
or right side me Add/Test Sitemap
ab apke samne is taraha ka page open hoga.

 

 

 

 

 

 

 

 

Step 1 Add/ Test Sitemap par click karne ke baad apke title address ke aage ek box he is box me sitmap ka url type karna he.
Step 2                                                                                                                           ATOM.XMLREDIRECT=FALSE&START-
INDEX=1&MAX-RESULTS=500 

ye sitmap ka url he aap chahe to ise copy karke box me paste kar de.
Step 3 Submit Sitemap par click kar de
ab apka site map add ho gaya he. ye site map 1 post se 500 post tak he. Agar apke blog me 500-1000 post he to fir dusra sitemap add kare.

or koi error aaye to fir ye tye kare http:yoursitename.com/sitemap.xml
ye sitemap hum .XML ke liye add kiya he jo google ko batata he ke hamar blog me kitne post he.or use humne kab publish kiya he.
ye post kaise he comment ke jariye zaroor bataye.
damaged memory card ko kaise repair karte he. 

Leave a Reply

%d bloggers like this: