How to Copy any website (kisi bhi website ko copy kaise kare or usme koi chenges kaise kaise kare hindi me)

Hello Friends how are you. welcome back my new post kisi bhi website ko copy kaise kare.
dosto is post hum janenge ki agar apko koi website achhi lagi he. or aap chahte he ki kaas aisi website me bhi bana pata. no problem ye kaam bahut hi aasaan he.
Niche apko ek video bhi milega aap use bhi dakh kar sikh sakte he. website copy karna..

copy

 

 

 

 

 

 

 

 

sabse pahale hume ek software ko download karna hoga HTTrack agar download kare.

or apke Internet Connection hona chahiye.
to chale start karte he ki website ko kaise download (Copy) karte he,
jab aap apne computer me Httrack Install kar lenge.
or use open karenge tab ye window open hogi.

 

 

 

 

 

 

 

 

Wapka website kaise banaye with simple wapka script code.

Yahan apko sirg Next button par click karna he or agle page ke step ko follow karna he.
jab aap agle page par jayenge to ye page open hoga.

 

 

 

 

 

 

 

 

Step 1 me apko Project Name type karna he. aap is me koi bhi Name type kar de for example:-my website

Step2 apko file path set karna he jahan aap apni project ko save karna chahte he.kisi bhi disk me.

Step 3   ab apko Next button par click karna he. or agle step ko follow karna he.

 

 

 

 

 

 

 

 

Step 1  action me apko website ko download karna he to aap download website ko select kare.

Step2  yahan apko us website ka URL Type karna he jis website ko aap Copy karna chahte he.
aap web address bar se us website ke url ko copy karke yahan paste kar den.

Step 3   Next kar de.

ab aap website ko copy karne ke liye ready he. agle page par apko koi bhi chenging nahi karni
bas     Finish ke button par click karna he.
Ab apki website download hona start ho jayegi.
sirf website download hone ka matlab he usme jo image honge wo or us website jo language hogi wo hi download hogi   koi media file download nahi hongi.

jab apki website download ho jayegi tab apke msg milega website download complete.
ab fir se finish ke button par click kar de.
ab apki website download ho gi he. ab aap usme koi bhi change kar sakte he or us website ko apne domain name par registerc kar sakte. he.

or adhik jaankari ke liye video diya he is video ko follow kare or dakhe ki kaise website ko copy kiya he or kaise usme image ko chenge kiya he bahut hi easily.

 

DJ name maker software full version support Hindi & English

post kaise lagi ye zaroor bataye comment box me comment karke

or koi bhi problem aaye to comment karke bataye.

  Hamari website ke Homepage par jane ke liye click here.

18 Comments

  1. DJ A.K.RAJ Reply
  2. RUPNARAYAN Reply
  3. Dj Bebak Reply
  4. Jan Bharat Times Reply

Leave a Reply

%d bloggers like this: