How to install blogger template blog theme install kaise karen

Aaj is post me apko bataunga ke hum apne blogger ke blog me template kaise upload karte hai. how to install blogger template. Seo Ready template kaise download kare. wo bhi apko is post me upload kar di hai. download kar sakte ho.
Ummed hai apko blog banana to aata hi hoga. agar nahi aata hai banale Apna blog kaise banaye.

install blogger template
ye theme minima colored hai jo main khud use kar raha hu. or ye kafi best theme hai blogger ke liye.
Or aap is theme ko download karke blogger me install karne par apka blog ek professional website ke tarha dikhega.

iske liye apko Html ki coding ki knowledge hona zaroori hai. Agar kisi ko nahi aati to wo bhi use kar sakte hai.

or koi problem aati hai to aap mujhe comment kar sakte hai.
Theme ko download kare or Demo bhi dakh sakte he.

Is Template ke Features kya hai wo apko me bata deta hun.

1St: ye Seo Ready theme hai. isko install karne par apki site ka traffic automatic badhne lagega.
2nd: Magazine jaisa ki aap mere site ke header ko dakh rahe ho. is type ka header hoga.
3rd: Responsive Agar apki site ka koi page url nahi mila to bhi apki site open hogi.
4th: Adsense ready apko Ads add karne ke liye bhi widget diye jayenge.
5th: Apko good looking Drop down menubaar milega.
6th:Right sidebar.
7th: 3 columns footer.good looking me.
8th: Email Subscription Widget Ready.
9th: Fast speed open hoga.
10: Page Navigation Menu jaisa ki aap meri site me dakh rahe honge.

how to install blogger template.

Sabse pahele aap is template ko download kare. ye zip file me hogi.
Isko download karke Extract kare. to isme apko kuchh folder milenge. usme Template name ka folder hoga. or usme apki template.xml name se file hogi. usko upload karna hoga.

Ab ye step follow kare.
Sabse pahele Aap apne blog ke dashbord me login ho jayiye. Or is image ko follow kare.

Step-1 Template ke option par click kare.
Step:-2 Beckup/restore  par click kare. to ek is type ka popup open hoga.

Ab Aap ye Step follow kare.
Step 1 Dwonload template par click karke apne template ka xml file download kar le.
Taki baad me koi problem ho to fir se restore kar sakte hai.
Step-:2 Ab aap choose file par click kare jo apne theme download kiya hai template.xml file select kare or ok kare.
Step.-3 upload par click kare. to apki template upload hona start ho jayegi.
Congress Ab apki old theme Remove ho gai or new theme upload ho chuki hai.
Ab aap Edit html karke usme kuchh change kar sakte hai. jaise menubar me apne link add kare.

Agar koi problem ho to mujhe comment kare me solution de dunga.
Humse facebook par judne ke liye yahan click kare like page kare.

Ye hamari aaj ki post how to install blogger template.

5 Comments

  1. ravindra Reply

Leave a Reply

%d bloggers like this: