Children voice kaise banate hai.
Aaj me apko Fl studio software se children voice (child voice) banane ka tarika bata raha hun.
Isse pahele bhi me kafi post kar chuka hun dj ka name hindi voice me kaise banate hai.
To ab baat karte hai ki children voice kaise banate hai.
1st Ap apna Fl studio software open kijiye. or Image me jo step hai unko follow kare.

Yahan me apko Step by Step bata raha hun.
Step 1 fl studio ke Timeline track par apna dj voice ko insert kare. agar apke pass dj voice nahi hai to ye post ko padho or apna dj voice bana lo.
Step:-2 Apne voice par double click kare.
Step 3 Double click karne ke baad Channel settings ka ek Setup open hoga. jaisa ki image me apko dikh raha hoga.
Step-4 Ab Aap yahan ek Pitch ki jo knob hai isko Right side uper kare. jaise hi aap isko uper karoge to apki voice change ho jayegi ho children voice me convert hone lagegi.
Agar aap pitch knob ko left me yaani down karoge to voice male or female and old male me convert ho jayegi.
To ye tarika hai fl studio me childern voice banane ka.
Fl studio me children voice banaye.
dj ka name kaise banate hai male female child robot martain etc voice me to ye post padho Dj ka name robot voice me kaise banaye.
song mixing ke liye hindi song flp project free me download kere.
ye post apko achhi lagi to comment karke zaroor bataye.

Comments are closed.