Aaj apke liye laker aaye hai Dj voice maker android software full version free download hindi sangeeta voice etc. Android mobile se dj voice tag kaise banate hai. Wo bhi male voice, female voice, sangeeta indian voice. Android dj name maker software full version.
Agar apke pass pc ya laptop nahi or aap apna android mobile se apna dj ka voice banana chahte hai. To aap ye post step by step last padhe.
mujhse mere user’s ne kafi baar comments kiye hai ki hamare name ka dj name bana do. To maine unko yahi bola ki maine site me already iske baare me bata chuka hun. Computer ka bhi software upload kar chuka hun.
Agar apne usko download nahi kiya hai to yahan se download kar sakte hai. dj name maker software pc version download.
Dj voice maker android software full version free download
Aaj main apko android mobile se bhi dj ka name kaise banaye uske baare me bata raha hun. Niche maine uska images or step diye hai apko unko follow karna hai.
Sabse pahele apko paas ek android mobile hona chahiye. Or usme aap play store se ek android apps download karna hai. Jiska name hai “Narrator’s Voice” Isko install karna hai. Install hone ke baad apko is apps ko open karna hai.
Most Point:– Is apps ka use karne ke liye apke mobile ka internet connection ON hona chahiye. Ye apps online use kiya jata hai.
Jaise hi ye apps open hoga to iska interface kuchh aisa hoga.
Ab aap settings or name banane ke liye ye steps follow kare.
1st images setup.
1): Is text box me apna text type kare jo apko voice banana hai. 2): Aap usko “Play” karke bhi dakh sakte hai. 3): Jaise ki maine is image me sangeeta Indian select kiya hua. Uske liye yahan se setup kar sakte hai. uske liye 2nd images ko dakhe. 4): Ab aap is voice ko mp3 me download kar sakte hai.
2nd image ka setup: Agar apko sangeeta voice set karna hai. To ye step aap follow kar sakte hai. Ya jo voice apko chahiye use select kar sakte hai. Isme kafi voice diye gaye hai. Indian ke liye or dj voice banane ke liye Sangeeta indian hi best hota hai.
Sangeeta voice set karne ke liye 1st images me jo 3 step wale icon par click kare. Tab ye 2nd images ka setup open hoga.
1): Yahan aap ye server select kare “Articuno (+Effects)” 2): Yahan apko language select karna hai “English” Aap koi or bhi use kar sakte hai.
3): Ab aap yahan isme kafi voice apko milengi isme apko Sangeeta (Indian) voice bhi mil jayega.
Ab apka voice indian female voice me ban jayega. To aise aap apne android mobile se bhi apna dj ka name bana sakte ho.
Dj voice maker android software ko aap google play store se download kar sakte hai. Or agar apko koi or help chahiye to hamara youtube channel join kare.
I hope apko ye post zaroor pasand aayi hogi. Agar apko ye post achha lage to plz humko comment karke zaroor bataye. Or hamare facebook page ko like karke humse facebook par bhi jud sakte hai.
Link to hai nahi download ka and kya name hai is app ka
download link diya hai is software ka.
please wapkiz coment box code
Oy dj karan singh