wapka website me automatic folder code kaise add kare download wapka code.

hello friends aaj mai apke liye ek wapka website me automatic folder code kaise add karte hai. Iske baare mai bataunga.
Mujhse ye sawal kafi user ne kiya tha ki latest update or site me automatic folder add kaise karte hai. Wo Batao.

automatic folder code add karne ka kya faida hai.

Agar aap wapka website mai content manager mai folder add karte ho. Fir apko site me bhi folder create karne hote hai. To automatic folder code add karne se Apko sirf content manager me hi folder create kane honge.
Or Jo folder aap content manager me add karoge. To wo folder Automatic apki website main bhi create ho jayenge.

automatic folder code
To automatic folder code ko wapka web site me kaise add karte hai. Wo shikhte hai.
Sabse phele jo niche code dowonload karne ka link diya hai. Usko download kare. wo zip file me hai or usko unzip kare. us par password hoga to uska zip password hai. myhindipoint.com
Fir wo notepad me open hoga. Usko code ko copy kare.
Agar apko koi problem hoti hai to aap mujhe comment karke zaroor bataye. mai solution de dunga.
Ab code ko kahan par paste karna hai.
Step-1 apne wapka website ko admin mode mai open kare.
Step:2 Drop down menu mai wml/xhtml code par click kare.
Step:-3 To ek box open hoga. usme code ko paste kare. Or ok kar dein.
Step-:4 Ab aap apni website ke content manager ko open kare. Or folder create karke apni website ko Refresh karenge to apki site me folder automatic create ho jayega.

Aap ye video dakhkar bhi shikh sakte hai. ki kaise automatic folder code add karte hai.

click here to download automatic folder code.
Agar Aap chahte ho ki aise hi videos mai upload karu. To aap hamara youtube channel subscribe karke join kare.

Or ye update hum facebook par bhi share karte hai. To apko iski update mile to aap hamara facebook page join kar sakte hai. Facebook page like kare.

website me mouse ka color change kaise kare corsor script code here.

117 Comments

  1. ravi Reply
  2. ravi Reply
  3. mk Reply
      • Laxman Kmar Reply
  4. chandrashekhar Reply
  5. chandra shekhar Reply
  6. shekhar Reply
  7. Hemant Yadav Reply
  8. SK Chowdhary Reply
  9. Hemant Yadav Reply
  10. sk Reply
  11. Hemant Yadav Reply
  12. ganesh Reply
  13. ravimourya Reply
  14. ravimourya Reply
  15. ska Reply
  16. रवि मौर्य Reply
  17. raj Reply
  18. ganesh Reply
  19. Ganesh Reply
      • raj Reply
  20. ARYAN SAWRIYA Reply
  21. nsjangid Reply
  22. रवि मौर्य Reply
  23. DjKapil Chahan Reply
  24. divakar and sarvesh raj Reply
  25. ajay Reply
  26. Saikat Halder Reply
  27. Saikat Halder Reply
  28. golu kumar Reply
  29. ankit gupta Reply

Leave a Reply

%d bloggers like this: