song ka background music bass kaise remove karte hai tarika hindi me

Fl studio me kisi bhi song ka background music bass kaise remove karte hai. Uska tarika hindi me aaj main apko batane wala hun. Mujhe kafi logon ki comments mile the ki song ka background music kaise remove karte hai. But main apko is post me fl studio se song ka bass kaise slow karte hai uska tarika batane ki koshish karunga.

song ka background music bass kaise remove karte hai

Waise to song ka background music remove karne ne kafi software hai jaise Adobe audition, Audacity, etc.. Aap inka use karke bhi song ka backgroun music ko remove kar sakte hai.
Zyada to remixer pahele song ka aucapella banakr tab remix karte hai. Aap ye hi software ka use karke aucapella bhi bana sakte hai.
fl studio me background image kasie set kare.
But hum post me padh rahe hai ki fl studio me soang ka background music bass kaise remove karte hai. To start karte hai main apko images ke trough samzhane ki kosish karunga. Sabse pahele to aap apne fl studio software open kare usme apna song add kare. Song add karne ke baad song ko mixer tarck par laker aaye. Or is image ko achhe se dakhe isme jo number diya hai inko hum aage inke baare me janenge.
song ka background music bass

Aap is image ki step ko aage tak follow kare.

1:) Aap apne song ko kisi bhi no. ke mixer track par laker aaye jaise ki apko show ho raha he.
2:) Par jo point he isko full “down” kar dijiye.
3:) Is point ko aap apne song ke according set kar sakte hai. Jahan apko achha lage.
4:) Ab aap isme ek plugin add kijiye “Fruity Parametric EQ2” Ab niche jo iske image he ye follow kare.
Point 1 or point 2 ko full “down” kar digiye. Point 3 Or Point 4 ko aap apne song ke hisab se set kare.

5:) Abki baar 2nd plugin add kare “fruity parametric EQ” Or iski setting is image ko or iske points ko follow kare.

Isme aap point 1 ko full “down” kar digiye. Or Point 2,3,4 wale point ko aap apne song ke hisab se set kare.
6:) Ab fir ek or plugin add kare Fruity free filter or apne song ko filter kare. Isme apko kya karna niche image me diya hai.


Yahna apko Point 1 wali nobe ko image ke according medium kar dein. Or kuchh nahi kare.
7:) Ab aap ek or plugin add kare “Equo” song ki clarity karne ke liye. Or iske setting aap niche is image ke according kare.

Isme apko Start wala half part down kare. Or 2nd half part ko thoda sa uper kare. Waise aap isko apne song ke hisab se bhi set kar sakte hai. isse apke song ki clarity or bhi achha ho jata hai.

To ye tarika he fl studio se song ka background music bass ko remove karne ka

Aap jaise hi ye tarika follow karke song ko remix karenge to apka song kafi achha remix ho jayega. Or isse apke song ka volume bhi slow nahi hoga.
Kyonki mujhe kafi logon ne comments ki thi song fl studio me to achha play hota he. Or sound par play karne se song ki volume slow ho jati hai.
Hamari pichhli post fl studio me Dholki pattern kaise banate hai ye padhe.

Agar apko hamari ye post achhi lage to please aap hamari website ko subscribe zaroor kare. Niche subscribe box me apna email id type karke join kare.

50 Comments

  1. Dj D-Mixx Reply
    • Rahul Reply
  2. djsandeepT Reply
  3. Arup Reply
      • Praveen mobile kotputli Reply
  4. vivek Reply
  5. Nadim Akter Reply
  6. Vivek Reply
  7. Pravind Reply
  8. shivam Reply
  9. Sagar Yadav Reply
  10. Raju Kumar Reply
  11. ranjeet Reply
  12. sunil yadav Reply
  13. rohit Reply
  14. Dj Rahul Reply
  15. Arghya Reply
  16. Sunil yadav Reply
  17. NathuRam Reply
  18. Vijay Reply
  19. Ankit Reply
  20. Aryan Reply
  21. pushpendra rajpoot Reply
  22. Dilip Manjhi Reply
      • Md Ashfak Reply
  23. Md Ashfak Reply
  24. Amit Ghorpade Reply

Leave a Reply

%d bloggers like this: