skyitech website mai song upload error ko kaise fix kare how to solve skytech error

Hello dear user’s aaj mein apko bataunga ki skyitech website mai song upload error ko kaise fix kare. How to solve skytech error choose category Or Not found error. Aaj aap is post ko dakhne ke baad skyitech website ke error ko fix kar sakte hai. To aap ye post last tak padhe.

skyitech website mai song upload error ko kaise fix kare.

Agar apne bhi skyitech script ka website banaya hai. Or agar apko usme song upload karne par “Choose Category” kar message show hota hai. To aap is error ko kaise fix karenge.
Ye kafi comment kiye hai mujhe user’s ne. Ki jab hum skyitech website me song upload karte hai to choose category error show hota hai.
Isse pahele bhi skyitech script ka download link is post me de diya hun. Aap yahan se skyitech script ko free me download kar sakte hai. Or skytech script ko install kaise kare wo is post me bata diya hun step by step.
Skytech script ka sql file free me download kare.

Aaj mein apko bataunga ki skyitech website mai song upload error ko kaise fix kare.
Agar aap ye post padh rahe ho to apko ye error show ho raha hoga. Aap isko apne hosting cpanel se fix kar sakte ho. Bus apko iske liye ek chhota sa kaam karna hoga.
Sabse pahele aap apni website ke hosting cpanel me login kare. Jaisa ki is image me diya hai. skyitech website mai song upload error
Yahan aap cpanel ke software section me “MultiPHP INI Editor” par click kare. click karne ke baad apko kuchh is type ka page show hoga. Jaise niche images me diya hai. Ab ye step follow karke ye setting kare.
skyitech website mai song upload error
Is page me sabse pahele uper apko drop down menu se Apan domain select karna hai. Jis domain par apko ye error show ho raha hai.

Yahan apko ye setting karna hai.

Step:1 is box me aap apni jo marzi song upload karo uska size set karo. Jaise agar apko 25 Mb size tak hi song upload karne hai. To 25 set kar sakte hai. ya aap jo size chahe wo set kar sakte hai.

Step 2 Yahan bhi apko same step 1 wala hi process set karna hai. Or Step-3 Ab apko “Apply” par click kar dena hai.

Ab apko song upload karne me choose category ka error show nahi hoga. I Hope apko ye post skyitech website mai song upload error ko kaise fix kare. Achhe se samjh aaya hoga Agar abhi bhi apko koi problem hai. To aap bhi mujhe uske baare me comment kare.

Main apko uske baare me bhi solution de dunga. Or aap hamara facebook page ko like karke humse facebook par bhi contact kar sakte hai.
Ye post achha lage to share zaroor kare. Or Agar aap bhi apna khud ka website banawana chahate hai. To is website www.getindiahost.com par contact kare.

11 Comments

  1. Ajeet Reply
  2. aman Reply
  3. Hkd Reply
  4. Mishen Reply
  5. Sajid Bhojpuriya Reply

Leave a Reply

%d bloggers like this: