Php wapka wapact blogger website seo tips website ka seo kaise kare

Seo kaise kare php wapka wapact blogger website seo tips hindi mai. Aaj mai apko is post me kuchh seo ke baare me tips batane ja raha hun. Jise dakhkar aap kuchh seo (Search Engine Optimization) ke baare me samaz jayenge. Aap is post ko pura padhen apko pata chal jayega ki google kis type ki website ko rank deta hai. Maine apko isme jo image diya hai aap isko dakhkar khud bhi samaz jayenge. Google kaise work karta hai. Or aap niche diye gaye step ko bhi read kare.
Php wapka wapact blogger website seo tips
Agar apko ye image show nahi ho raha hai. To aap yahan click karke is image ko full size me dakh sakte hai.

Php wapka wapact blogger website seo tips website ka seo kaise kare

Ab aap mere kuchh ye points achhe se padhen. Tab apko iske baare samaz me aayega.
1:) Sabse pahele to apki site google ke search console me add hona zaroori hai.
2:) Apki website ka sitemap bhi google me or apki website me add hona zaroori hai. Isse google apke url ko index kar leta hai. sitemap kaise banate hai kisi bhi website ka wo mai apko next post me bataunga.

3:) Jab aap apni website ya blog me koi post ya files upload karte ho. To apko usme kuchh description zaroor type kare. Jisse google ko index karne me asaani hoti.
4:) Main point: Jab bhi aap koi file ya post apni website me karte ho. To apko title minimum 10-12 words ka rakhna hota hai. zyada rakhoge to wo bad seo me chala jata hai.

5:) Most point: Apni site me jab bhi koi file ya post karte ho To apko kisi “keywords” ko focus karna zaroori hai. Jisse google ko pata chalta hai ki Apne is post ya page me kis keywords ko target kiya hai. Or wo keywords apke description me kam se kam 3 baar(time) hona chahiye.
6:) Apne jis keywords ko target kiya hai Us word par koi link nahi lagana. focus keywords jo apne target kiya hai wo Subheading (h2) me bhi hona chahaiye.

Wapact website kaise banate hai wapact code free download.

7:) Agar apne post me koi image lagaya hai to us image me Alt option me wo focus keyword bhi hona chahiye.
8:) Most point: Jis keywords ko apne target kiya hai. Wo apke Title me bhi hona chahiye Or apke url me bhi hona chahiye, Or kam se kam 3 baar apke description me bhi hona chahiye.
Jaisa ki aap mere uper diya image me dakh rahe honge.

9:) Apke page me jo bhi upl0ad kiya hai us page ke  Or bhi link add karna zaroori hai. Jaisa ki aap is post me dakh rahe honge. Maine kahin kahin par link bhi add kiye hai.

10:) Jab bhi aap koi description type karo to wo 150 character se zyada nahi hona chahiye.

Jaisa ki aap is post me dakh rahe honge maine is post me jo keyword ko target kiya he. Wo hai ye ” Php wapka wapact blogger website seo tips ” Or ab aap khud hi dakh sakte hai ki maine is keyword ko kaise use kiya hai.

Title me bhi add kiya hai. Url me bhi add kiya hai. Or description me bhi 3-4 baar iska use kiya hai. Isse google ko pata chalta hai ki apne is page me iske baar bataya hai. Jab koi user iske baare me search karega. To ye bhi rank me aayegi.

To ye hamari aaj ki post Php wapka wapact blogger website seo tips seo kaise kare.  I hope apko seo ke baare me kuchh samaz aaya hoga. Baaki problem aap mujhe comment ke likhkar bata sakte hai.

14 Comments

  1. dj vivek Reply
  2. aman Reply
  3. DJ RAVI YADAV SAIFNI Reply
  4. Abhiraj Reply
  5. Dj Arup Reply
  6. DjRahulAzamgarh Reply
  7. Sagar Yadav Reply
  8. shahbaz farjaan Reply
  9. DjAbhishek Reply

Leave a Reply

%d bloggers like this: