new php script free download watermark php script, Best css, folder script download here

Hello friends aaj main apke liye laya watermark new php script free download. Isme watermark, best css, or automatic folder icon option diye hai. Iske sath sath is script me welcome audio bhi shamil hai. Jisme aap apni site ka voice tag upload kar sakte hai. Jisse jo bhi apka site pc me open karega usko ek welcome audio play hoga. Is script ke baare me details se niche diya hai. Or isk download link bhi apko post me de diya hai aasani se download kar sakte hai.
new php script

watermark new php script free download.

Jaise ke main isse pahele bhi or kafi type ke script upload kar chuka hun. But usme install karne ke baad not found ka error aata tha. But is script me apko koi problem nahi hoga. Agar hota hai to aap mujhe niche diye comment box me comment kar sakte hai.
Agar apko Skyitech script download karna hai yahan se skytech script download kar sakte hai.
Or skyitech script ko install kaise kare step by step ye post dakhen. Skyitech ka sql file download yahan se download kar sakte hai.
Aaj ka hamara script hai auto index ka watermark new php script iske function.
Is script me watermark option ke sath automatic folder icon diya hai. Jaise hi aap koi folder ke under folder create karte hai. To folder ke folder par bhi folder ka icon show hoga.

File list me mp3 ka icon bhi kafi best icon hai. Or song upload karne bhi koi problem nahi hoga. Script install bhi aasani se ho jayega. Autoindex script ko kaise install karte hai ye post me details se padhe.

Welcome audio file kaise change kare

Jab aap hamare ye new php script ko use karoge to site open hone par ek audio play hoga. Aap us audio ko kaise change kar sakte ho ya apna audio replace kar sakte ho.
Aap apne hosting cpanel me login karke file manager me jaye. Ab public_html folder me jayen jahan apka main script ke files or folder hote hai.

Yahan apko ek folder show hoga “welcome” usme ek mp3 audio file hoga bbmm.mp3 name se. Agar apko apna audio hai to isi name se apna audio upload kar sakte hai.

Agar apko site open hone par audio file nahi play karna chahte to is file ko delete kar sakte hai. Kyonki ye function ko kafi user’s nahi laga pa rahe the. Isliye maine ye function bhi add kiya hai.

I hope apko ye post or ye script pasand aayi hogi. To aap ye post apne facebook, twitter etc social account par dosto ke sath share zaroor kare.
Agar apko koi problem hoti hai to aap mujhe niche comment kar sakte hai. ya mere facebook page join karke facebook par bhi contact kar sakte hai.

27 Comments

  1. arjun dhibar Reply
  2. bk Reply
  3. bk Reply
  4. bk Reply
  5. Dhannanjay Reply
  6. bk Reply
  7. Sahil Samani Reply
  8. bk Reply
  9. kishan Reply
  10. Indrajit Das Reply

Leave a Reply

%d bloggers like this: