music site se adsense kaise approve kare how to approved adsense to music sites

Hello guys aaj main apko bataunga ki music site se adsense kaise approve kare how to approved adsense to music sites. Waise to music site se adsense approve karan kafi muskil kaam hai. Adsense music sites ko allow nahi karta apne ads show karane ke liye. Main apko is post me kuchh aisi jaankari dunga jisse aapka music site se bhi approved ho sakta hai. Jaise ki maine bhi kafi music website se bhi adsense approved karaya hai. Ye post apko last tak padhna hai.
music site se adsense kaise approve kare

music site se adsense kaise approve kare how to approved adsense.

Apne bhi music website se adsense ke liye apply kiya hoga. Lekin google adsense ne usko approve nahi kiya hoga usko copyright content ke karan approved nahi karta hai.
Or hota bhi hai music ka site to copyright hota hi hai. Lekin Main apko bataunga music site se adsense kaise approve kare ye post padhne ke baad shayad apka bhi adsense account approved ho jaye try zaroor karna.

1st Jab apne music website banaya hai or apko uspar adsense chahiye. To sabse pahele apko us par latest song upload nahi karne hai.


Aksar user’s website ko rank karne ke liye latest content jo chal raha hota hai. Usko hi upload karne lagete hai ja ki wo latest content copyright protect hote hai. To agar apko adsense account approved karana hai to latest song upload nahi karna hai.

2nd Bollywood se related to apko koi bhi song upload nahi karna hai. Sabse zyada copyright claim bollywood song par hote hai. To apko bollywood ka koi bhi songs, video apni site par upload nahi karna hai.

3rd Adsense ke liye apko apne khud ke dj remix song mix kiye upload karne hai. Ho sake to old song hi upload karna. like Bhojpuri song, Santali song, Nagpuri songs, odia songs, kuchh is type ke song upload kare.

Fl studio ke beat pack download karne ke liye click here.

Zyada song upload nahi kare only 40-50 song upload kare. Or usko social sites, other website par apni website or song ke link share kare. Jisse apki site par kuchh traffic apko milne lagega.
Finally ab apni website ko google adsense account ke liye apply kare. Agar Adsense apka approved ho jata hai tab aap apni website par songs upload kar sakte ho.

Adsense ke liye pahele hi apply kiya hai kya ?

Agar apne adsense ke liye pahele se apply kar diya hai or approved nahi hua hai. To apko new domain buy karke ye process us par try kare. Approved hone par aap old sites ko bhi usi adsense account se link kar sakte ho.

To ye hi hai aaj ki hamari jaankari music site se adsense kaise approve kare How to approved adsense on music sites.
I hope apko ye jaankari achhi lagi hogi. Agar apko or bhi koi problem to mujhe comment kar sakte hai. Ya mera facebook page join karke mujhe facebook par bhi contact kar sakte hai.

Ye bhi padhein.

dj voice kaise banate hai. fl studio me piano kaise banate hai. New watermark php script download
Fl studio hard kick pack. Article likhkar paise kaise earn kare. Backlink kaise banaye .

18 Comments

  1. Hemant Yadav Reply
  2. kishan Reply
  3. David pankaj Reply
  4. amit Reply
  5. Amit Reply
  6. sujay Reply
  7. Pta nhi Reply

Leave a Reply

%d bloggers like this: