laptop screen video record karne ka top software best screen recorder software

Best screen recorder sofware laptop screen video record karne ka top software free download. Agar aap apne computer ya laptop se video record karna chahte hai. To apko chahiye uske liye ek achha sa software. Jisse aap apne computer ya laptop ki screen record karke video bana sake. To aaj mai apko aise hi kuchh software ke baare me bataunga.
laptop screen video record karne ka top software

laptop screen video record karne ka top software best screen recorder

Waise to aapko shyad pata hoga or apke pass koi screen rocorder software hoga bhi. Phir bhi kafi logon ko ye nahi pata hota ki best software konsa hai laptop screen record karne ka.
Jaise ki apko pata hoga ki software to kafi hai. Jaise BSR, Cam studio, Bandicam, Debut screen rocorder or Camtasia stduio. Or ho sakta hai Aap bhi inme se koi ek software use kar rahe honge.

Hard disk ka delete hua data aap is software se recover (wapas) kar sakte ho.

To kafi log ko sabse badi problem kya hoti hai jo mujhe kafi logon ne commnet karke bataya hai. Wo kahte hai ki video ko record to kar liya lekin video ka size kafi zyada ho gaya. For example Agar apne video ko 5 miniute ka record kiya or us video ka file size 400-500 MB ka ho jata hai. Jisse apko kafi problem hoti hai. Ki isko kaise chota kare.

To laptop screen video record karne ka top software best screen recorder software konsa hai?
Jaisa ki mujhe pata hai ki screen record karne ka bese software Camtasia stduio hai. Kyonki is software ki sabse khaas baat ye hai ki ye software banaya hi iske liye gaya hai. Isme apko video ko edit karne ka bhi feature diya gaya hai. Ye sofware video ka size bhi kafi chhota rakhta hai. Or 90% you tuber isi software se video record karke upload karte hai.

Screen shots.


1:) Aap is software me option dakh rahe honge 1st par  screen record karne ka option diya gaya hai.
2:) Tools apni video me effects apply karne ke liye ya text add karne ke liye.
3:) Player apni video ko edit karte time usko play karke dakh sakte ho.
4:) Timeline Aap is option me apni video ki Cutting, Editing, Audio editing, kar sakte hai.

Aap is software ko iski official website se download kar sakte ho. Ye Trial version par one month chalta hai. Maine Sirf apko iske baare me bataya hai. Please aap mujhse iski Serial key ya full version ke request mat karna. Kyonki ye copyright policy me aata hai.
Agar apko koi or problem ho to aap mujhe comment kar sakte hai. Or isse pahel bhi maine ek software ke baare me bataya tha or uska to maine full version download link bhi diya tha. Animation video banane ka software. Usko aap yahan se download kar sakte hai.

22 Comments

  1. Mahesh kumar Reply
  2. Dj Chandan Reply
  3. Dj Chandan Reply
  4. dj sresh Reply
  5. manish Reply
  6. Dj Rahul Vishwakarma Reply
      • R VISWAKARMA Reply
      • R VISWAKARMA Reply
  7. aman Reply
  8. R VISWAKARMA Reply
  9. Rahul Sharma Reply
  10. Rahul Sharma Reply
  11. Rinku Raj Reply

Leave a Reply

%d bloggers like this: