folder color kaise change kare How to change folder icon color

Agar aap apne pc ke folder color ko change karna chahte hai to is post ke padhe. Is post me main apko bataunga ki aap apne computer laptop ke foldes ka color ko change kar sakte hai. Achha look de sakte hai. Iske liye ek software hai jiska download link main niche de diya hai.
folder color

Computer ke folder color ko kaise change kare.

Jaisa ki aap is image main dakh rahe hai same aap bhi apne folder ko isi type ka look or color kar sakte hai. Kaise karnege iske baare me maine step by step bata diya hai aap stpe ko follow kare.
Maine pichhli post me ek software ke baare me bataya tha ki youtube ke liye animation video banane ka software full version.
Or aaj is post me folder ka color change karne ka software me baat karenge.
Sabse pahele apko ek software download karna hoga. Jiska name hai “Rainbow folders” Download karne ke liye.


Ab isko extract karke iska setup install kare. Ab apko is software ko open karna hai. Yaa aap jis folder ka color change karna chahte hai. To us folder par right click karke rainbow folders ko open kar sakte hai.
Ab apko jo ye screen shots dikhya gaya hai is type se apko folder color change karne hai.

Ab Aap iske diye gaye step follow karke foders color change kar sakte hai.

Step-1 Aap wo folder select kare jiska apko color change karna hai.
Step 2 Yahan se aap folder ka style select kare sakte hai. Apko kis style ka folder chahiye.
Step:3 Wo “color” set kare jis color me apko folder chahiye.
Step:-4 Ab aap yahan “Colorize” karenge to apke folder ka color change ho jayega. Isi tarha aap sabhi folder ko different color change kar sakte hai.
Step-:5 Agar apko folder reset karna hai yaani jo color pahele tha wo hi karna hai to Aap “decolorize” karke kar sakte hai.

Color change karne ka kya advantage hota hai?

Agar apke computer me koi main ya personal data hai apko use search karne me time lagta hai. To uska color change karke usko aasani se search kiya ja sakta hai.
Yaa aap apne according bhi kar sakte hai jaise Red color ke folder me Software, green color main apka favorite song. ye advantage apko mil sakta hai.


Hamara facebook page join karne ke liye yahan par click kare or hamare facebook page me add ho jaye.

11 Comments

  1. dj vivek Reply
  2. Abhirajsoni Reply
      • Abhirajsoni Reply
  3. shahanwaj Reply
  4. Abhirajsoni Reply
      • Abhirajsoni Reply

Leave a Reply

%d bloggers like this: