fl studio me background wallpaper kaise change karte hai

Aaj apko is post me batya jayega ki fl studio mai background wallpaper kaise change karte hai. Aane kafi baar kisi user ke ya kisi remixer ke software me background image hota hai. Agar aap ye post dakh rahe hai to apko fl studio mai background wallpaper change karna nahi aata hai. Or aap ye post dakhne ke baad apne fl studio ke background me apni koi image ya wallpaper laga sakte ho. To aayiye shkhte hai kaise fl studio me background wallpaper change karte he. Humne pichhli post me bataya tha ki Dholki pattern kaise banante hai.fl studio mai background wallpaper kaise

fl studio mai background wallpaper kaise change karte hai

Jaise ki aapne is image me dakha hoga to apko sab samaz aa gaya hoga. Aap is image ko follow karke bhi backround wallpaper set kar sakte hai.
Agar apko ye image show nahi kar raha hai to mere diye gaye step follow kare. Sabse pahele to aap apna fl studio open kare. Open hone ke baad aap ye step ko follow kare.
Step 1 Menubar me “view” par jaye.
Step-2 Ab apko option show hoga “Background” us par jaye.
Step:3 Option show hoga us par apko “set bitmap wallpaper” click kare or jo image apko add karna hai wo set kare.
Fl studio beat pack download karne ke liye click here.

Image kis type ka or kis size ka hona chahiye?
Agar apko image full size me chahiye to apko image ka size apni screen size ke according set karna hoga.
For example:- Apke pc/laptop ki screen ka size hai. 1366* 768 To apko image bhi isi size ka banan hoga.
Agar apko jaise hamare image me show ho raha hai is type se chahiye. To maine is image ka size 320*240 set kiya tha.
Agar apko ye post me koi problem hoti hai to aap mujhe comment karke puchh sakte hai. Or hamari webiste ki new updates ke liye subscribe kare hamari website ko niche box me apna email type karke join kare.

Fl studio ke flp project file download karne ke liye click here.
Wapka website banane ke all wapka codes yahan se download kare.

10 Comments

  1. DJ CM Reply
  2. Dj Shankar Reply
  3. ravi Reply
  4. DJ NIRAJ Reply
  5. Dharmendra jangir Reply

Leave a Reply

%d bloggers like this: