Hello dosto aak ki post me apko bataunga ki kaise hum blog me ek widget add karte he. or fir usme html code kaise paste karte he. Or jab hum post karte he to post me html code kaise paste karte he.
sabse pahele aap apne blogger me login ho jaye ab apko ek gadget add karna he. wo kaise karte he batate he. aap is image ko dakhe or step ko follow kare.
sabse pahele aap apne blogger me login ho jaye ab apko ek gadget add karna he. wo kaise karte he batate he. aap is image ko dakhe or step ko follow kare.
aap yahan Step 1 me apne blogger ke layout par click kare.
Step 2 me ek gadget add karne ke liye Add a Gadget par click kare to apke samne ek window open hogi ,
1 aap is window me HTML/JavaScript par click kare to apke samne ek page open hoga.
Blogger me custom template kaise upload kare website ke jaisa.
1 aap is page me apna Html code paste karna he jaise kisi bhi ads ka code ho to wo aap is box me paste karde .
2 or save button par click karde to apka code wiget me add ho gaya he.
aap view blog karke dakhe sakte he apka code work karega.
2 or save button par click karde to apka code wiget me add ho gaya he.
aap view blog karke dakhe sakte he apka code work karega.
or agar apko kisi post me ads dikhana he to post me Html code ko kaise paste karte he.
Jab log post karte he to wo kya karte he ke Html code ko post me hi add kar date he or jab post ko view karte he to wo code hi post me show hota he.
aap is image ke step ko follow kare ke post me Html code ko paste karte he.
Jab aap post karte he to aap ka jo post box he wo Compose box hota jisme post likhte he.
But Html code ko paste karne ke liye
1 HTML par click karna hota he. tab hamara Html box open hota he
2 fir Aap apne Html code is box me paste kare tab apka code work karega
or aap apna post ko view karke dakhe to apka ads show hoga.
to is post me humne shikha ki kaise apna Html code widget me add karte or
post me kaise add karte he
Agar Apko koi problem aaye to mujhe comment ke through contact karke bataye.